SEARCH RESULTS
Showing search results for "पोशीदा"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "पोशीदा"
Kalaam
dam tirii ulfat-e-poshida kaa bharne vaaledil jale siina jale uf nahii.n karne vaale
Ameer Minai
Kalaam
ek poshiida kamar yaar ne kyaa rakhii haiaa.nkh bhii shakl-e-dahan ham se churaa rakhii hai
Ameer Minai
Naat-o-Manqabat
dil-e-betaab tuu hai kis liye nam-diida-nam-diidavo pardaa-posh hai.n un kaa karam poshiida-poshiida
Ameer Bakhsh Sabri
Persian Sufi Poetry
ze-jaur-o-adl dar har daur saazestdaruu daaninda raa poshiida raazest
Nizami Ganjavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "पोशीदा"
Naat-o-Manqabat
poshiida nahii.n shaukat-e-mahbuub-e-ilaahiiye zinda haqiiqat hai kahaanii na fasaana
Aarif Naqshbandi
Nazm
jawab-e-shikwa
chiin ke shahr marāqash ke bayābān meñ haiaur poshīda musalmān ke īmān meñ hai
Allama Iqbal
sher
vahii.n se ye aa.nsuu ravaa.n hai.n jo dil me.ntamannaa kaa poshiida hai ik KHaziina
Hasrat Mohani
Ghazal
aap se baate.n hamaarii hai.n kahaa.n poshiidaaap ke kaan to diivaar me.n dar rakhte hai.n
As'ad Rabbani
Naat-o-Manqabat
poshiida huu.n ki taahir hai.n jis qadar 'avaalimik iqtidaar sab par hai laa-kalaam teraa
Kamil Shattari
Ghazal
us kaa bayaa.n na karnaa bhii goyaa bayaan haius ke sukuut me.n bhii hai poshiida guftuguu
Tamim Nizamabadi
Naat-o-Manqabat
Aashiq Fatehpuri
Ghazal
is parde me.n poshiida lailaa-e-do-’aalam haibe-vaj.h nahii.n 'bedam' ka’abe kii siyah-poshii
Bedam Shah Warsi
Naat-o-Manqabat
ye suurat-e-aadam hii allaah kii suurat haiposhiida hai ye suurat shaitaan kii aa.nkho.n se
Zaheen Shah Taji
Kalaam
aavaaz kisii kii hai ye barbat kii nahii.n haiis parde me.n poshiida ko.ii parda-nashii.n hai
Unknown
Kalaam
is KHaak me.n poshiida hai.n har ra.ng ke KHaakemiTTii se nikalte hai.n jo gulzaar kii suurat