SEARCH RESULTS
Showing search results for "बेहोश"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "बेहोश"
Naat-o-Manqabat
giraa ho ke behosh shaidaa tumhaaraanazar aayaa jab us ko jalva tumhaaraa
Sanjar Ghazipuri
Naat-o-Manqabat
vahii behosh hai jo aap kaa mastaana nahii.nKHud vo diivaana hai jo aap kaa diivaana nahii.n
Khwaja Azizul Hasan Majzoob
MORE MATCHES FOR "बेहोश"
Kalaam
dekho to chashm-e-yaar kii jaaduu-nigaahiyaa.nbehosh ik nazar me.n hu.ii anjuman tamaam
Hasrat Mohani
Persian Sufi Poetry
ze-la.alash jaan-e-maa behosh daayamba-Gamza chashm-e-uu dil mii-rubaayad
Mahmood Shabistari
Kalaam
muusaa behosh hu.aa kahtaa thaa rabbe-areniiaavaaz lan-taraanii koh me.n sunaa.ii tuu ne
Niyaz Wazirabadi
Ghazal
behosh kar diyaa mujhe us but ke ishq neallaah teraa shukr mai.n farzaana ho gayaa
Shah Akbar Danapuri
Kalaam
har shai ko mire dil se bhulaate hu.e aateaanaa thaa to behosh banaate hu.e aate
Behzad Lakhnavi
Ghazal
anjaam kii KHabar nahii. kuchh bhii mujhe 'amiin'mai.n ibtidaa-e-ishq me.n behosh ho gayaa
Ameen Salonvi
Ghazal
saaqī nahīñ hai sāġhar-e-mai kī hameñ talabāñkheñ hī terī dekh ke behosh ho ga.e
Meer Muhammad Bedar
Kalaam
behosh hu.aa nashsha-e-ulfat me.n jo terehai.n hosh isii ko vo hushiyaar hai yaa-rab
Suraj Narayan Meher
Kalaam
kis liye behosh ho ai hazrat-e-muusaa uThoham uThaa.e.nge naqaab-e-'aariz-e-jaanaana ham
Ehsan Danish
Ghazal
behosh ke hushiyaar huu.n be-jaam ke sarshaarbe-hijr ke Gamgiin huu.n be-vasl ke KHursand