SEARCH RESULTS
Showing search results for "dekhte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dekhte"
Ghazal
dekhte hii dekhte aa.ga.ii.n javaaniyaa.nras bhare shabaab me.n zulf taa-kamar ga.ii
Nushur Wahidi
Kalaam
ma.aal-e-soz-e-Gam-haa-e-nihaanii dekhte jaa.obha.Dak uThii hai sham'-e-zindagaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Kalaam
duur jaakar dekhte nazdiik aakar dekhteham se ho saktaa to ham un ko baraabar dekhte
Jigar Moradabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dekhte"
Ghazal
tap-e-Gam se mirii haalat hai abtar dekhte jaa.ozaraa haal-e-dil-e-be-taab-o-muztar dekhte jaa.o
Beemar
Ghazal
na puuchho kis liye zaKHm-e-jigar ko dekhte hai.nis aa.iine me.n tumhaarii nazar ko dekhte hai.n
Maikash Akbarabadi
Ghazal
kisii ke ham nahii.n aib-o-hunar ko dekhte hai.nbashar ko dekhte hai.n haa.n bashar ko dekhte hai.n
Imdad Ali Ulvi
sher
faqiir-e-'qaadrii' jo dekhte chashm-e-biinaa seto ba.nde ko KHudaa kahne kii jurat aa hii jaatii hai