SEARCH RESULTS
Showing search results for "mujrim"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mujrim"
Rubai
bad-kaar huu.n mujrim huu.n siyahkaar huu.n mai.niqraar hai us kaa ki gunahgaar huu.n mai.n
Mustafa Raza Khan
Naat-o-Manqabat
zaahid tire mujrim se kahe hosh me.n aa jaaai rahmat-e-mahbuub-e-KHudaa josh me.n aa jaa
Shakeel Badayuni
Sufi Quotes
na insafi bardasht karne vala hi mujrim hota hai. agar na insafi ko bardasht na kiya jaye, to phir koi bhi shakhs kisi se na insafi nahin kar sakega.
Unknown
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mujrim"
Naat-o-Manqabat
mujrim-e-naakaara-o-diivaan-e-’adalhai madad kaa vaqt yaa achchhe miyaa.n
Hassan Raza Barelvi
Naat-o-Manqabat
mujrim huu.n apne afv kaa saamaa.n karuu.n shahaaya.anii shafii.a roz-e-jazaa kaa kahuu.n tujhe
Ahmad Raza Khan
Naat-o-Manqabat
mai.n mujrim huu.n aaqaa mujhe saath le loki raste me.n hai.n jaa-bajaa thaane vaale
Ahmad Raza Khan
Naat-o-Manqabat
manzuur hame.n aap ke ghar kii ye sazaa.e.nmujrim hai.n tire terii sazaa maa.ng rahe hai.n
Habibullah Saghar Warsi
Naat-o-Manqabat
machlaa hai ki rahmat ne ummiid ba.ndhaa.ii haikyaa baat tirii mujrim kyaa baat ban aa.ii hai
Ahmad Raza Khan
Naat-o-Manqabat
bad sahii chor sahii mujrim-o-naakaara sahiiai vo kaisaa hii sahii hai to kariimaa teraa
Ahmad Raza Khan
Naat-o-Manqabat
kamlii vaale mahshar me.n meraa parda rakh leaaj ke din tire mujrim ko nadaamat hai ba.Dii
Munawwar Badayuni
Kalaam
ab is ‘zahiir-e-mujrim-o-muhtaaj kaa ko.iiyaa.n hai tire baGair na kal vaa.n tire baGair
Unknown
Kalaam
mujh mujrim-e-ulfat ko jo chaaho vo sazaa domai.n haazir-e-darbaar huu.n ai jaan-e-tamannaa
Ghulam Moinuddin Gilani
Naat-o-Manqabat
mujrim thaa kha.Daa sar ko jhukaa.e hu.e dar paraa.nsuu the ravaa.n aise ki saavan kii jha.Dii thii
Abdul Sattar Niazi
Kalaam
jii rahaa hai vo tire shahr me.n mujrim kii tarahjo tire Gam kaa hai har bojh uThaane vaalaa