SEARCH RESULTS
Showing search results for "deewan e urdu khwaja meer dard khwaja meer dard ebooks"
Kalaam MATCHES FOR "deewan e urdu khwaja meer dard khwaja meer dard ebooks"
Kalaam
naala-e-dil kaa asar dekh liyaa 'dard' basjii me.n na rah jaa.e ye aah bhii kar dekhnaa
Khwaja Meer Dard
Kalaam
sailaab-e-ashk-e-garm ne a.azaa mere tamaamai 'dard' kuchh bahaa diye aur kuchh jalaa diye
Khwaja Meer Dard
Kalaam
nahii.n kahte na the 'dard' miyaa.n chho.D ye baate.npaa.ii na sazaa aur vafaa kiijiye us se
Khwaja Meer Dard
Kalaam
ai 'dard' ham se yaar hai ab to sulūk me.nKHat zaKHm-e-dil ko marham-e-za.ngaar ho gayaa
Khwaja Meer Dard
Kalaam
ai 'dard' mumbasit hai har-suu kamaal us kaanuqsaan gar tuu dekhe to hai qusuur teraa
Khwaja Meer Dard
Kalaam
vo zindagii kii tarah ek dam nahii.n rahtaaagarche 'dard' use ham hazaar rakhte hai.n
Khwaja Meer Dard
Kalaam
mai.n aur 'dard' mujh se kHariidaarii-e-butaa.nhai ek dil bisaat me.n sau kis hisaab me.n
Khwaja Meer Dard
Kalaam
Guncha shagufta hove hii hove ki us me.n 'dard'dekhaa chaman me.n jaa ke to kuchh aur ra.ng hai
Khwaja Meer Dard
Kalaam
hai apnī ye salāh ki sab zāhidān-e-shahrai 'dard' aa ke bai.at-e-dast-e-subū kareñ
Khwaja Meer Dard
Kalaam
az baski ham ne harf-e-du.ii kaa uThaa diyaaai 'dard' apne vaqt me.n ib.haam rah gayaa
Khwaja Meer Dard
Kalaam
maanind-e-habaab aa.nkh to ai dard khulii thiikhii.nchaa na par us bahr me.n arsa ko.ii dam kaa
Khwaja Meer Dard
Kalaam
mast-e-sharāb-e-ishq vo be-ḳhud hai jis ko hashrai 'dard' chāhe laa.e ba-ḳhud par na lā sake
Khwaja Meer Dard
Kalaam
har chand nahii.n sabr tujhe 'dard' va-lekinitnaa bhii na miliyo ki vo bad-naam kahii.n ho
Khwaja Meer Dard
Kalaam
Khwaja Meer Dard
Kalaam
is amr me.n bhii ye be-iKHtiyaar hai bandamilaa hai 'dard' agar yaa.n kuchh iKHtiyaar mujhe
Khwaja Meer Dard
Kalaam
hai.n sher-fahm jitne zamaane me.n laa-ilaajai 'dard' maante hai.n ye sab maan kar mujhe