SEARCH RESULTS
Showing search results for "نظر"
Kalaam MATCHES FOR "نظر"
Kalaam
misal-e-taar-e-nazar nazar me.n nahii.nis tarah ghar me.n huu.n ki ghar me.n nahii.n
Ameer Minai
Kalaam
phir mai.n nazar aayaa na tamaasha nazar aayaajab tuu nazar aayaa mujhe tanhaa nazar aayaa
Asghar Gondvi
Kalaam
kyaa KHvaab thaa vo jis kii taa'biir nazar aa.iikuchh haath nazar aa.e zanjiir nazar aa.ii
Unknown
Kalaam
jo kuchh nazar aayaa nazar aayaa hii vo samjhomai.n kah nahii.n saktaa ki mujhe kyaa nazar aayaa
Qais Jalandhari
Kalaam
nazar me.n apne jo nuur-e-basar nahii.n rakhtenazar me.n yaar hai har dam nazar nahii.n rakhte
Imdad Ali Ulvi
Kalaam
aisii nazar-faroz thii bazm-gah-e-nigaar-e-fanmerii nazar ko bhaa ga.ii ahl-e-nazar kii anjuman
Darshan Singh
Kalaam
kaisaa tire maqtal me.n tamaashaa nazar aayaagardan kaTii usii kii jo shaidaa nazar aayaa
Muhammad Samie
Kalaam
sub.h se shaam ke aasaar nazar aane lagephir sahaare mujhe be-kaar nazar aane lage
Saifuddin Saif
Kalaam
parde ke qarii.n majma’ aisaa nazar aataa haiparde me.n bhii vo jalva goyaa nazar aataa hai
Qamar Badayuni
Kalaam
merii har nazar me.n sanam hii sanam haisanam kii nazar me.n karam hii karam hai