SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishrat"
Kalaam MATCHES FOR "ishrat"
Kalaam
aap ke Gam se faizyaab 'ishrat-e-zindagii nahii.n
zindagii aap ke supurd ye mere kaam kii nahii.n
Seemab Akbarabadi
Kalaam
ishrat-e-qatra hai dariyā meñ fanā ho jaanā
dard kā had se guzarnā hai davā ho jaanā
Mirza Ghalib
Kalaam
Shah Mohsin Danapuri
Kalaam
anjaam-e-vafaa aur ye aalaam-e-musalsal
vo ishrat-e-yak-lamha-e-aaGaaz kahaa.n hai
Seemab Akbarabadi
Kalaam
ishq-o-mazdūri-e-ishrat-gah-e-ḳhusruv kyā ḳhuub
ham ko taslīm niko-nāmi-e-farhād nahīñ
Mirza Ghalib
Kalaam
vo aa rahaa hai kaif kii jannat liye hu.e
har jumbish-e-nigaah me.n ishrat liye hu.e
Mahirul Qadri
Kalaam
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannā mat pūchh
īd-e-nazzāra hai shamshīr kā uryāñ honā
Mirza Ghalib
Kalaam
jiine kii aarzuu na kar maqsad-e-zindagii samajh
’ishrat-e-KHuld ke liye marne kii iltijaa na kar
Aazam Chishti
Kalaam
zamiin-e-qasr-e-salaatii.n se aa rahii hai sadaa
ki aaj manzil-e-ishrat huu.n kal mazaar huu.n mai.n