SEARCH RESULTS
Showing search results for "meer taqi meer selected poetry kc kanda ebooks"
Kalaam MATCHES FOR "meer taqi meer selected poetry kc kanda ebooks"
Kalaam
ab to sabaa chaman se aatii nahii.n idhar kuchhham tak nahii.n pahu.nchtii gul kii KHabar itr kuchh
Meer Taqi Meer
Kalaam
mar rahte jo gul bin to saaraa ye KHalal jaataaniklaa hii na jii varna kaa.nTaa saa nikal jaataa
Meer Taqi Meer
Kalaam
thaa musta’aar-e-husn se us ke jo nuur thaaKHurshiid me.n bhii us hii kaa zarra zuhuur thaa
Meer Taqi Meer
Kalaam
jaan pe khelaa huu.n mai.n meraa jigar dekhnaajii na rahe yaa rahe mujh ko idhar dekhnaa
Khwaja Meer Dard
Kalaam
yaaro miraa shikvaa hii bhalaa kiijiye us semazkuur kisii tarah to jaake kiijiye us se
Khwaja Meer Dard
Kalaam
vahdat ne har taraf tire jalve dikhaa diyeparde ta.ayyunaat ke jo the uThaa diye
Khwaja Meer Dard
Kalaam
dono.n jahaa.n ko raushan karataa hai nuur teraa’ayaa.n hai.n mazaahir zaahir zuhuur teraa
Khwaja Meer Dard
Kalaam
dil kis kii chashm-e-mast kaa sarshaar ho gayaakis kii nazar lagii jo ye biimaar ho gayaa
Khwaja Meer Dard
Kalaam
hastii hai jab tak ham hai.n usii iztiraab me.njuu.n mauj aa-pha.nse hai.n ajab pech-o-taab me.n
Khwaja Meer Dard
Kalaam
ahl-e-fanaa ko naam se hastii ke na.ng hailauh-e-mazaar bhii mirii chhaatii pe sa.ng hai
Khwaja Meer Dard
Kalaam
sair hai tujh se mirii jaan jidhar ko chaliyetuu hii gar saath na hove to kidhar ko chaliye
Meer Hasan Dehlvi
Kalaam
galiim-e-baKHt-e-sayyah-e-saaya-daar rakhte hai.nyahii bisaat me.n ham KHaaksaar rakhte hai.n
Khwaja Meer Dard
Kalaam
ham tujh se kis havas kī falak justujū kareñdil hī nahīñ rahā hai ki kuchh aarzū kareñ