SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaafila"
Kalaam MATCHES FOR "qaafila"
Kalaam
hazaar haif ki manzil pe qaafila pahu.nchaamai.n phir rahaa huu.n pareshaa.n Gubaar kii suurat
Ameer Minai
Kalaam
mere hamraahii mujhe chho.D ga.e yaa.n varnaqaafila vaale to soto.n ko jagaa lete hai.n
Rind Lakhnavi
Kalaam
phiraa jo kuucha-e-qaatil se ko.ii puuchhe.ngesunaa hai luT gayaa raste me.n qaafila dil kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Kalaam
u.ngliyaa.n uThtii hai kis-kis ke salaam aate hai.n'ishq ik qaafila-e-shorat-o-rusvaa.ii hai
Mahirul Qadri
Kalaam
huu.n qaafila-saalaar-e-tariiqa-e-qudmaa 'dard'juu.n naqsh-e-qadam KHalq ko mai.n raah-numaa huu.n
Khwaja Meer Dard
Kalaam
phuulo.n kaa qaafila hai ki utrii hai ye baraathar shaaKH-e-gul hai paa.nv uruus-e-bahaar kaa
Ameer Minai
Kalaam
ai falak gor-e-Gariibaa.n ko to barbaad na karis liye qaafila kaa kuchh to pataa rahne de