SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaafila"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qaafila"
Naat-o-Manqabat
qaafile chaa.nd sitaaro.n ke udhar jaate hai.njis taraf se shah-e-navvaab guzar jaate hai.n
Noor-ul-Hassan Noor
Naat-o-Manqabat
do jahaa.n me.n nuuraanii qaafile nahii.n hotefarsh par qadam un ke gar pa.De nahii.n hote
Habibullah Saghar Warsi
Ghazal
azal se qaafila ab tak ravaa.n hainahii.n ma.aluum kuchh jaanaa kahaa.n hai
Sheikh Abu Saeed Safvi
Ghazal
qaafila armaan-o-hasrat kaa hamaare dil me.n haijab se is manzil me.n aayaa hai isii manzil me.n hai
Biryan Allahabadi
Ghazal
vafaa kii raah me.n luTte hai.n qaafile kaisevo ham se to.D ke jaate hai.n silsile kaise
Khwaja Shayan Hassan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qaafila"
Ghazal
qaafila kaise vahaa.n jaaygaa manzil kii tarafKHud hii bhaTkaa hai jahaa.n qaafila-e-saalaar abhii
Izhar Jabalpuri
Ghazal
luuTaa gayaa thaa kal jo sar-e-raah qaafilaus qaafile kaa qaafila-saalaar mai.n hii huu.n
Mahmood Alam
Ghazal
ham-safiiraan-e-junuu.n yuu.n ham se aage ba.Dh ga.eqaafila kyaa hai Gubaar-e-qaafila miltaa nahii.n
Abdul Lateef Shauq
Naat-o-Manqabat
KHudaa se puuchh kar tum qaafila-saalaar ban jaanaajahaa.n kaa qaafila suu-e-adam jis vaqt raahii ho
Raqim Dehlvi
Ghazal
kha.Daa hai qaafila hairat me.n misl-e-san.ng-nishaa.nKHudaa kare ki abhii miir-e-kaarvaa.n aave
Hazrat Kamal
Nazm
jawab-e-shikwa
qaafila ho na sakegaa kabhii viiraa.n teraaGair yak-baa.ng-e-daraa kuchh nahii.n saamaa.n teraa
Allama Iqbal
Salam
assalaam ai qaafila-saalaar-e-mastaa.n assalaamassalaam ai haadii-e-baada-parastaa.n assalaam
Aughat Shah Warsi
Naat-o-Manqabat
jis taraf se gulshan-e-'adnaan gayaasaath hii qaafila-e-sumbul-o-raihaan gayaa
Pir Naseeruddin Naseer
Naat-o-Manqabat
qaafila chalne ko tayyaar hai aaKHir hai salaamjaaliyaa.n thaam ke ushshaaq kaa ronaa dekho