SEARCH RESULTS
Showing search results for "कोहसार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "कोहसार"
Bait
ghaTa kabe se baala-e-faraaz-e-kohsar aai
ghaTaa kaa'be se baalaa-e-faraaz-e-kohsaar aa.iimubaarak baada-nosho rahmat-e-parvardigaar aa.ii
Qamar Badayuni
Naat-o-Manqabat
nagiina zamurrad kaa hai sabz-gumbadaur a.ngushtarii-e-kohsaar-e-madiina
Khwaja Azizul Hasan Majzoob
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "कोहसार"
Naat-o-Manqabat
Takraataa bhalaa kaise ko.ii mard-e-jarii sekohsaar laraz jaate the shamshiir-e-'alii se
Khalid Nadeem Badayuni
Naat-o-Manqabat
laat maarii tum ne duniyaa par agar tum chaahtesilsila sone kaa hotaa silsila kohsaar kaa
Mustafa Raza Khan
Ghazal
parda-e-mahmil-e-jaa.n kaa mazaa aataa haithaam kar daaman-e-kohsaar ko.ii dekhe to
Bedam Shah Warsi
Ghazal
teshe se bajaataa phiruu.n mai.n barbat-e-kohsaarnaGme jo mire dil me.n hai.n patthar se nikaaluu.n
Muzaffar Warsi
Ghazal
mashGala thaa ai junuu.n ye dasht aur kohsaar me.nturbate.n mai.n ne banaa.ii.n qais aur farhaad kii
Aughat Shah Warsi
Ghazal
sailaab dard kaa hai aabid ke aa.nsu.o.n me.nkohsaar-e-Gam chhupaa hai aabid ke aa.nsu.o.n me.n
Shahid Damohi
Naat-o-Manqabat
ai faateh-e-'aalam tirii nusrat kii hikaayatye koh-o-daman vaadii-o-kohsaar pa.Dhe hai
Safiul Alam Shahbazi
Ghazal
nahr ke vaaste kohsaar kaa dil chiir diyaajis ko ham ahl-e-KHirad samjhe the paagal niklaa
Noorul Hasan Noor
Ghazal
mazaar-e-kohkan par shaamiyaane kii kyaa haajatsadaa rahtaa hai us par daaman-e-kohsaar kaa saayaa
Shah Naseer
Nazm
jawab-e-shikwa
dasht meñ dāman-e-kohsār meñ maidān meñ haibahr meñ mauj kī āġhosh meñ tūfān meñ hai
Allama Iqbal
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
lallaa-hil-hamd ki jaa.n kuucha-e-dildaar me.n haigo mirii naa'sh pa.Dii daaman-e-kohsaar me.n hai
Qazi Mazahir Imam
Ghazal
Turab Ali Dakni
Kalaam
haaye dekhaa hii nahii.n muusaa ne 'aalam nuur kaavarna har kohsaar se paidaa hai jalva tuur kaa