SEARCH RESULTS
Showing search results for "तबाही"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तबाही"
Naat-o-Manqabat
diin-o-duniyaa kii tabaahii kii taraf jaate ho tumruuh-e-taajuddiin baabaa par sitam dhaate ho tum
Zaheen Shah Taji
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "तबाही"
Ghazal
tabaahii aur phir kaisii tabaahii aaj tak ham nezaraa insaaf se tum apne dil me.n soch kar dekho
Safi Aurangabadi
Naat-o-Manqabat
qismat hai achchhii saudaa hai achchhaaun kii adaa.e.n merii tabaahii
Shabbir Sajid Mehrvi
Kalaam
tabaahii pe apnii tumhaaraa gila kyaazamii.n tum nahii.n aasmaa.n tum nahii.n ho
Behzad Lakhnavi
Ghazal
tum aur ho aamaada is tarh tarahhum parqismat me.n tabaahii thii naakaam-e-mohabbat kii
Maikash Akbarabadi
Kalaam
'iz.haar' un se apnii tabaahii kaa kyaa gilaqudrat kaa khel hai ki bigaa.Daa banaa diyaa
Unknown
Ghazal
haaye gulzaar-e-tamannaa kii tabaahii 'muztar'phuul to phuul ko.ii KHaar bhii paidaa na hu.aa
Muztar Khairabadi
Ghazal
kal jis ne mujhe apnaa diivaana banaayaa thaaab merii tabaahii par vo bhii hai tamaashaa.ii
Aah Sambhali
Ghazal
hai 'ishq kii ye vaadii dushvaar raasta haisambhle to baaG-o-bulbul phisle to phir tabaahii
Mahmood Alam
Ghazal
mujh ko begaana samajhte ho ilaahii ab takbaat jo karte ho tum vaahii-tabaahii ab tak