SEARCH RESULTS
Showing search results for "آتش"
Kalaam MATCHES FOR "آتش"
Kalaam
dil hai aatish-kada-e-Gam me.n pighalne ke liyesham.a paidaa hu.ii kis vaaste jalne ke liye
Naza'n Sholapuri
Kalaam
Ameer Minai
Kalaam
siyaane KHalaq se.n yuu.n bhaagte hai.nki jyuu.n aatish setii bhaage hai paaraa
Sheikh Zuhooruddin Hatim
Kalaam
aatish-e-dozaKH se aiman rakh mujheho mirii qismat me.n jannat kii hu.aa
Shah Turab Ali Qalandar
Kalaam
jalaayaa aatish-e-gul ne chaman me.n har tinkaabahaar phuu.nk ga.ii mere aashiyaane ko
Pir Naseeruddin Naseer
Kalaam
basaan-e-kaaGaz-e-aatish-zada mere gul-ruutire jale bhune aur hii bahaar rakhte hai.n
Khwaja Meer Dard
Kalaam
le 'zahiin' se ko.ii jaam-e-aatish-tar tar leaag aur paanii kaa dekh istihaala shaiKH
Zaheen Shah Taji
Kalaam
jaarī thī 'asad' dāġh-e-jigar se mirī tahsīlātish-kada jāgīr-e-samundar na huā thā
Mirza Ghalib
Kalaam
raushan jamaal-e-yaar se hai anjuman tamaamdahkaa hu.aa hai aatish-e-gul se chaman tamaam
Hasrat Mohani
Kalaam
ātish-afrozi-e-yak-shola-e-īmā tujh sechashmak-ārā.i-e-sad-shahr charāġhāñ mujh se
Mirza Ghalib
Kalaam
barq-e-ba-jān-e-hausla ātish-fagan 'asad'ai dil-fasurda tāqat-e-zabt-e-fuġhāñ nahīñ
Mirza Ghalib
Kalaam
vahii qatra vahii dariyaa vahii qulzum vahii kuuzavahii hai baad aur aatish vahii paanii vahii olaa
Makhdoom Khadim Safi
Kalaam
sham.a ke taur jalaataa huu.n jigar aatish mai.nsuKHan-e-ishq zabaa.n apnii pe jab laataa huu.n