SEARCH RESULTS
Showing search results for "girya"
Kalaam MATCHES FOR "girya"
Kalaam
aa.e.n vo yaa na aa.e.n taras khaa.e.n yaa na khaa.e.nkyaa iKHtiyaar girya-e-be-iKHtiyaar kaa
Ameer Minai
Kalaam
ai nuuh apnii kashti-e-’aalam se hoshiyaartuufaan-e-girya aaj mirii chashm-e-tar me.n hai
Bedam Shah Warsi
Kalaam
hai josh-e-girya mauj-e-‘tabassum’ se ham-kanaarhote hai.n husn-o-'ishq muqaabil jagah jagah
Sufi Tabassum
Kalaam
mai.n girya-e-KHuunii.n ko roke hii rahaa varnaik dam me.n zamaane kaa yaa.n ra.ng badal jaataa
Meer Taqi Meer
Kalaam
kuchh ha.nsii khel nahii.n joshish-e-girya kaa zabtye miraa dil hai ye meraa hai kalejaa baadal
Mohsin Kakorvi
Kalaam
Deewan Ulfat
Kalaam
girya mat kar nahii.n hone kaa Gam-e-yaar firohai kaThin paanii se ye aag bujhaanaa ai dil
Shah Turab Ali Qalandar
Kalaam
joshish-e-girya taa-bake naala-ma-kun misaal-e-neya.anii apne dard kaa aap hii chaara-saaz ban