SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.alluq"
Kalaam MATCHES FOR "ta.alluq"
Kalaam
dikhaa.ii tark-e-ta.alluq ne shaan-e-be-ra.ngiiba.Dhe makaan se aage to laa-makaa.n dekhaa
Ameer Minai
Kalaam
ma.arifat ke liye hai tark-e-ta.alluq laazimKHuub samjhegaa vo tanhaa ko jo tanhaa hogaa
Ameer Minai
Kalaam
mardo.n kaa ta.alluq to allaah se hai vaa.izhai us but-e-kaafir se zindo.n kii shanaasaa.ii
Abdul Hadi Kavish
Kalaam
ranj kyaa vasl-e-aduu kaa jo ta.alluq hii nahii.nmujh ko vallaah ha.nsaataa hai rulaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Kalaam
be-ta.alluq kyaa hame.n us ke tasavvur ne kiyaajab jhukaayaa sar-garebaa.n apnaa KHalvat-KHaana thaa
Ameer Minai
Kalaam
diin-o-duniyaa se ta.alluq nahii.n baaqii saaqiijab se baiThe hai.n ham aakar tire mai-KHaane me.n
Hafeez Farrukhabadi
Kalaam
Khwaja Haidar Ali Aatish
Kalaam
mai.n us se tark-e-ta.alluq hii kii du'aa kar luu.nsavaal ye ki du'aa me.n ko.ii asar bhii hai
Unknown
Kalaam
sabza-o-gul mauj-e-dariyaa anjum-o-kHurshiid-o-maahik ta.alluq sab se hai lekin raqiibaana mujhe
Jigar Moradabadi
Kalaam
ka.abe se ta.alluq hai na but-ḳhāne kā ġham haihāsil mire sajdoñ kā tirā naqsh-e-qadam hai