SEARCH RESULTS
Showing search results for "गुरेज़ाँ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "गुरेज़ाँ"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "गुरेज़ाँ"
Kalaam
shab gurezaa.n hogii aaKHir jalva-e-kHurshiid seye chaman ma.amuur hogaa naGma-e-tauhiid se
Allama Iqbal
Kalaam
ra.ng-o-buu qaafla-dar-qaafla aa.e the 'zahiin'chand u.Dte hu.e saa.e the gurezaa.n nikle
Zaheen Shah Taji
Ghazal
us me.n saazish to raqiibo.n kii yaqiinan hogiivo na rahte the kabhii ham se gurezaa.n itne
Zafar Ansari Zafar
Ghazal
kis tarh guzaaruu.ngaa mai.n ik 'umr-e-gurezaa.nik raat to ab mujh se guzaarii nahii.n jaatii
Khwaja Shayan Hasan
Ghazal
vo chashm-e-iltifaat-e-gurezaa.n bhii ho ga.iiahl-e-vafaa sila bhii vafaa.o.n kaa paa ga.e
Niyaz Makanpuri
Ghazal
na baiTh mutma.in ai dil ke hai ye naadaaniivo imtihaa.n se gurezaa.n hai.n imtihaa.n ke liye
Khwaja Azizul Hasan Majzoob
Ghazal
haa.n muyassar jo tavaaf-e-dar-e-jaanaa.n ho jaa.esirf fariyaad me.n kyuu.n 'umr gurezaa.n ho jaaye
Fazli Amethvi
Kalaam
jo maa-sivaa se gurezaa.n ho aas se kyaa ulfatKHudaa se Gair-e-KHudaa ko bataa.o kyaa nisbat
Zaheen Shah Taji
Ghazal
ham ne diye hai.n 'ishq ko tevar na.e-na.eun se bhii ho ga.e hai.n gurezaa.n kabhii kabhii
Qabil Ajmeri
Ghazal
khii.nch kar laa.ii adam se mujh ko duniyaa kii tarafab kahaa.n le jaaye ye umr-e-gurezaa.n dekhiye
Biryan Allahabadi
Naat-o-Manqabat
vo tag-o-taaz ki dii tezii-e-dauraa.n ko shikastvo tab-o-taab ki saaya thaa gurezaa.n tujh se