SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुतमइन"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "मुतमइन"
Ghazal
naa-mutma.in hai.n Gunche tartiib-e-gulistaa.n seapnii ravish badal de kah do ye baaGbaa.n se
Afsar Narvi
Naat-o-Manqabat
mai.n qurbato.n me.n bhii shaadmaa.n thaamai.n furqato.n me.n bhii mutma.in huu.n
Unknown
Naat-o-Manqabat
mai.n shor-e-qiyaamat se kyuu.n mutma.in huu.nhai.n mere shafii.a rahnumaa mere vaaris
Shariq Rabbani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "मुतमइन"
Naat-o-Manqabat
masaa.ib me.n rah kar bhii kiyaa mutma.in haiKHushaa fitrat shaad-kaam-e-mohammad
Shakeel Badayuni
Naat-o-Manqabat
na duniyaa kaa Gam hai na uqbaa kaa dha.Dkaaba.Daa mutma.in hai Gulaam-e-mohammad
Kamil Shattari
Nazm
diwali
nigaah shaad hai dil mutma.in nafas masruurlahak rahii hai.n havaa.e.n chahak rahe hai.n tuyuur
Aziz Warsi Dehlvi
Ghazal
tire ruu-ba-ruu gar nazar mutma.in hoto siine me.n dil bhii dha.Dakne na paa.e
Nakhshab Jarchawi
Ghazal
mutma.in ho ga.e kuchh dekh ke aa.iine me.n tumtumhe.n andaaz kahaa.n 'ishq kii gahraa.ii kaa
Maikash Akbarabadi
Ghazal
meraa zamiir apnii jagah par hai mutma.inapnaa samajh ke un se jo baate.n kahii.n kahii.n
Pir Naseeruddin Naseer
Naat-o-Manqabat
kyuu.n ki dil mutma.in pur-sukuu.n hai nazarsaath KHvaaja bhii hai.n Gaus-e-aa'zam bhii hai.n
Azizuddin Rizwan Qadri
Kalaam
mutma.in ho hii ga.e daam-o-qafas me.n 'saaGar'ham asiiro.n ne nasheman ko bahut yaad kiyaa
Saghar Siddiqi
Kalaam
kaun baiThaa hai ab andesha-e-fardaa le karmutma.in huu.n tirii nisbat kaa sahaaraa le kar
Kamil Shattari
Naat-o-Manqabat
shukriya ai shah-e-navaab kii pur-nuur galiimutma.in thaa na kabhii pahle miraa man itnaa
Yawar Warsi
Naat-o-Manqabat
zindagii ke tuufaa.n me.n jabki naa-KHudaa tum hokyuu.n na ho.n KHudaa vaale mutma.in safiine se
Shakeel Badayuni
Ghazal
na baiTh mutma.in ai dil ke hai ye naadaaniivo imtihaa.n se gurezaa.n hai.n imtihaa.n ke liye
Khwaja Azizul Hasan Majzoob
Ghazal
dil mutma.in thaa apnii jagah tujh se kyaa milaakab luT gayaa qaraar pata hii nahii.n chalaa
Tamim Nizamabadi
Naat-o-Manqabat
mutma.in ho.nge magar dekh ke jalva un kaaham nahii.n vo jo khilauno.n se bahal jaate hai.n
Khalid Mahmood Naqshbandi
Naat-o-Manqabat
mujh se zamaana gar ho muKHaalif to Gam nahii.nmai.n mutma.in huu.n merii taraf chashm-e-yaar hai