SEARCH RESULTS
Showing search results for "शब-ए-फ़िराक़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "शब-ए-फ़िराक़"
Kalaam
shab-e-firaaq kii yaaro ko.ii sahar bhii haihamaare haal kii un ko ko.ii KHabar bhii hai
Unknown
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
Ghazal
sab kah rahe haiñ ham pe girāñ hai shab-e-firāqis kā bhī kuchh ilaaj kareñge sahar to ho
Seemab Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "शब-ए-फ़िराक़"
Kalaam
apnii shab-e-firaaq basar hoga.ii 'nisaar'aisaa daraaz qissa-e-zulf-e-daraaz thaa
Nisar Akbarabadi
Kalaam
shab-e-firaaq me.n kyaa kyaa mile aniis mujherafiiq-dard shafiiq-aah mehrbaa.n-fariyaad
Khwaja Wazeer Lakhnavi
Naat-o-Manqabat
shab-e-firaaq kii pur-nuur saa.ato.n kii qasamtire dayaar me.n hogii sahar Gariib-navaaz
Shakeel Badayuni
Ghazal
shab-e-firaaq kii lazzat kahaa.n nasiib unhe.ndu.aa.e.n maa.ngte rahte hai.n jo sahar ke liye
Pir Naseeruddin Naseer
Ghazal
qissa shab-e-firaaq kaa be-intihaa hai tuulmiltaa hai silsila tirii zulf-e-daraaz se
Aali Badayuni
Ghazal
haal-e-shab-e-firaaq merii jaa.n na pochhiyeye sarguzasht qaabil-e-sharh-o-bayaa.n nahii.n
Kausar Khairabadi
Naat-o-Manqabat
taz.iin maaho-o-anjum-o-akHtar tumhii.n se haimerii shab-e-firaaq munavvar tumhii.n se hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
janaab-e-aamna biibii ke laal chaahe.n toshab-e-firaaq kii hogii sahar kabhii na kabhii
Saddam Hussain Nazan
sher
na puuchh haal-e-shab-e-Gam na puuchh ai 'purnam'bahaa.e jaate hai.n aa.nsuu bahaa.e jaate hai.n
Purnam Allahabadi
Kalaam
shab-e-firaaq na tum aa sake na maut aa.iiGamo.n ne gher liyaa thaa Gariib-KHaane ko
Pir Naseeruddin Naseer
Ghazal
vafaa kaa dard hai aisaa ki jaise koh-e-giraa.nshab-e-firaaq me.n dariyaa bahaa.e rakhaa hai
Absar Balkhi
Ghazal
mujh se shab-e-firaaq kii majbuuriyaa.n na puuchhnaa-taaqatii se naala-saraa bhii na ho sake
Wajid Warsi
Ghazal
kyuu.n dhuum sii mache na mere dil me.n ai 'zafar'aa.ii shab-e-firaaq Gamo.n kii baraat hai