SEARCH RESULTS
Showing search results for "पहचान"
Kalaam MATCHES FOR "पहचान"
Kalaam
sach hai ki yahaa.n un kii pahchaan zaruurii haipahchaan kaa saamaa.n hai KHud apnii tilaavat me.n
Azizuddin Rizwan Qadri
Kalaam
taKHliiq merii aadam pahchaan merii aadamye kis tarah kahuu.ngaa aadam se mai.n judaa huu.n
Iqbal Ranjha
Kalaam
dushnaam de hai Gair ko tuu jaan kar mujhepyaare ye lutf kiijiye pahchaan kar mujhe
Khwaja Meer Dard
Kalaam
tum par marne vaalo.n kii pahchaan yahii haimaano na maano 'qaisar' kaa armaan yahii hai
Qaisar Ratnagirvi
Kalaam
sab meraa 'ishq dekh ke lete hai.n teraa naammai.n bhii tire jamaal kii pahchaan ho gayaa
Fana Bulandshahri
Kalaam
pahchaan liyaa tujh ko tirii shiishagarii seaatii hai nazar fan se hii fankaar kii suurat
Wasif Ali Wasif
Kalaam
Purnam Allahabadi
Kalaam
kis qadar paas hai rusvaa.ii kaa apnii un koraah me.n milne se pahchaan se Dar lagtaa hai
Ghulam Moinuddin Gilani
Kalaam
go naama-bar se KHush na hu.aa par hazaar shukrmujh ko vo mere naam se pahchaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Kalaam
nazdiik hai vo sab se jahaa.n us se hai ma.amuurjab chashm khulii dil kii to pahchaan me.n aayaa
Syed Amjad Ali Shah
Kalaam
Azizuddin Rizwan Qadri
Kalaam
alif me.n allaah laam me.n allaah mahsuus to kar lo'aalim kii ye pahchaan hai har saa.ns ke andar
Dr. Irshad Balkhi
Kalaam
bas jaan liyaa tum ko pahchaan liyaa tum koab kis pe ye man riijhe ab kis ko jiyaa chaahe