SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़रहाद"
Kalaam MATCHES FOR "फ़रहाद"
Kalaam
qais ruKHsat hu.aa duniyaa se to farhaad aayaaek naashaad gayaa duusraa naashaad aayaa
Shah Mohsin Danapuri
Kalaam
nahii.n qais-o-farhaad saa mai.n 'niyaaz'ki huu.n gard-o-sahra-o-kuhsaar ke
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Kalaam
kahii.n qalb-e-lailaa me.n majnuu.n basaa haikahii.n 'ishq-e-shiirii.n ko farhaad kaa hai
Qaisar Ratnagirvi
Kalaam
dast-e-maatam liye baiThii rahii shiirii.n apnetesha achchhaa ki tire kaam to farhaad aayaa
Riyaz Khairabadi
Kalaam
ishq-o-mazdūri-e-ishrat-gah-e-ḳhusruv kyā ḳhuubham ko taslīm niko-nāmi-e-farhād nahīñ
Mirza Ghalib
Kalaam
farhaad pe kyaa guzrii jo mujh par nahii.n guzriimai.n apne sivaa kyuu.n kahuu.n afsaana kisii kaa
Ameer Minai
Kalaam
qais kam-zarf thaa farhaad ta.ng-hausla thaadil lagii ham to samajhte hai.n lagaanaa dil kaa
Ameer Minai
Kalaam
koh-o-sahraa kii taraf ham jo 'qalaq' jaa nikleqais-o-farhaad lage kahne ki ustaad aayaa
Asad Ali Khan Qalaq
Kalaam
saKHt kHud-bii.n-o-kHud-aaraa hai uruus-e-hastiiye vo shiirii.n hai jise haajat-e-farhaad nahii.n
Adeeb Saharanpuri
Kalaam
peshe meñ aib nahīñ rakhiye na farhād ko naamham hī āshufta-saroñ meñ vo javāñ-mīr bhī thā
Mirza Ghalib
Kalaam
ham-suḳhan tesha ne farhād ko shīrīñ se kiyājis tarah kā ki kisī meñ ho kamāl achchhā hai