SEARCH RESULTS
Showing search results for "मय-कदे"
Kalaam MATCHES FOR "मय-कदे"
Kalaam
mai-kade tere tirii masjid sanam-KHaana tiraa
yaar har ghar tiraa har ghar me.n kaashaana tiraa
Bedam Shah Warsi
Kalaam
baa-vazuu ho kar piye.n sab mai-kade me.n mil ke mul
ho rahe hai.n ek ri.nd ’aarif-o-'aaqil ke qul
Baqir Shahjahanpuri
Kalaam
ham mai-kade se mar ke bhii baahar na jaa.e.nge
mai-kash hamaarii KHaak ke saaGar banaa.e.nge
Bedam Shah Warsi
Kalaam
Iqbal Safipuri
Kalaam
Jigar Moradabadi
Kalaam
Fana Bulandshahri
Kalaam
luTaate daulat-e-duniyaa ko mai-kade me.n ham
tilaa.ii saaGar-e-mai nuqra.ii subuu karte
Khwaja Haidar Ali Aatish
Kalaam
aise hasiin vaqt me.n piinaa savaab hai
ham tum hai.n mai-kade hai.n shab-e-maahtaab hai
Fana Bulandshahri
Kalaam
mai-kade me.n aate hii aa.gaye tamaam aadaab
pii rahaa hai saaqii ke jaam kaa Gassaala shaiKH
Zaheen Shah Taji
Kalaam
ai saaqii terii KHair tire mai-kade kii KHair
aisii pilaa ki jis kaa nasha umr bhar rahe
Aazam Chishti
Kalaam
Anwar Farrukhabadi
Kalaam
kisii tarah to jame bazm mai-kade vaalo
nahii.n jo baada-o-saaGar to haav-huu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Kalaam
uThtaa huu.n mai-kade se aur aaj apne saath
jaam-o-sharaab ko bhii liye jaa rahaa huu.n mai.n
Seemab Akbarabadi
Kalaam
aa rahii hai qulqul-e-miinaa se haq haq kii sadaa
duur hai ab mai-kade me.n बादा-ए-मंसूर kaa