SEARCH RESULTS
Showing search results for "सर्द-मेहरी-ए-उम्र-ए-गुरेज़-पा"
Kalaam MATCHES FOR "सर्द-मेहरी-ए-उम्र-ए-गुरेज़-पा"
Kalaam
aa.ndhii chalii to naqsh-e-kaf-e-paa nahii.n milaa
dil jis se mil gayaa vo dobaaraa nahii.n milaa
Mustafa Zaidi
Kalaam
Parween Shakir
Kalaam
'umr jalvo.n me.n basar ho ye zaruurii to nahii.n
har shab Gam kii sahr ho ye zaruurii to nahii.n
Khamosh Ghazipuri
Kalaam
arz-o-samā kahāñ tirī vus.at ko pā sake
merā hī dil hai vo ki jahāñ tū samā sake
Khwaja Meer Dard
Kalaam
rashk-e-barq-e-tuur sham-e'-mahfil-e-jaanaana hai
maah-e-nau TuuTaa hu.aa is bazm kaa paimaana hai
Saeed Lakhnavi
Kalaam
ai fitrat-e-aavaara ai jalva-e-harjaa.ii
kyaa ilm me.n hai tere meraa Gam-e-tanhaa.ii
Seemab Akbarabadi
Kalaam
ai fitna-e-har-mahfil ai mahshar-e-tanhaa.ii
le phir tiraa naam aayaa le phir tirii yaad aa.ii
Maikash Akbarabadi
Kalaam
asiir-e-halqa-e-gesuu-e-yaar ham bhii hai.n
kisii ke tiir-e-nazar ke shikaar ham bhii hai.n
Shah Aiyub Abdali
Kalaam
galiim-e-baKHt-e-sayyah-e-saaya-daar rakhte hai.n
yahii bisaat me.n ham KHaaksaar rakhte hai.n
Khwaja Meer Dard
Kalaam
azm-e-fariyād! unheñ ai dil-e-nāshād nahīñ
maslak-e-ahl-e-vafā zabt hai fariyād nahīñ
Seemab Akbarabadi
Kalaam
un se aur shikva-e-Gam ai dil-e-naashaad nahii.n
ki mohabbat kii zabaa.n naGma hai fariyaad nahii.n
Adeeb Saharanpuri
Kalaam
Seemab Akbarabadi
Kalaam
aap aa.e to KHayaal-e-dil-e-naashaad aayaa
aap ne yaad dilaayaa to mujhe yaad aayaa
Riyaz Khairabadi
Kalaam
dil me.n KHayaal-e-nargis-e-mastaana chaahiye
ya.anii hariim-e-ka.aba KHumistaana chaahiye
Wali Warsi
Kalaam
Allama Iqbal
Kalaam
nāhaq shikāyat-e-ġham-e-duniyā kare koī
ġham hai baḌī ḳhushī jo gavārā kare koī