SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalam e sufi abdurrab sufi ebooks"
Kalaam MATCHES FOR "kalam e sufi abdurrab sufi ebooks"
Kalaam
Sachal Sarmast
Kalaam
ik tavaaf-e-ruKH-e-sham' hii kiyaa thaa sab ne
phir sahar tak na rahii jaa.n kisii parvaane me.n
Shah Alimullah Safi
Kalaam
ai fitrat-e-aavaara ai jalva-e-harjaa.ii
kyaa ilm me.n hai tere meraa Gam-e-tanhaa.ii
Seemab Akbarabadi
Kalaam
terii nigah avval dil kaa nafas aaKHir
aaGaaz-e-shanaasaa.ii anjaam-e-shakebaa.ii
Maikash Akbarabadi
Kalaam
vaada-e-huur pe honaa na 'tabassum' masruur
dekhnaa dil me.n na aisii havas-e-KHaam aa.e
Sufi Tabassum
Kalaam
azm-e-fariyād! unheñ ai dil-e-nāshād nahīñ
maslak-e-ahl-e-vafā zabt hai fariyād nahīñ
Seemab Akbarabadi
Kalaam
yaa.n gardish-e-saaGar hai vahaa.n gardish-e-dauraa.n
aflaak kii rindo.n se raqaabat nahii.n jaatii
Sufi Tabassum
Kalaam
vo naazniin hai mahv-e-tamaashaa-e-sahn-e-gul
yaa aur ik bahaar khilii hai bahaar me.n
Sufi Tabassum
Kalaam
Allama Iqbal
Kalaam
us ke baGair mahfil-e-rindaa.n udaas hai
dekho to hai 'tabassum' shoriida-sar kahaa.n
Sufi Tabassum
Kalaam
rañg-e-tamkīn-e-gul-o-lālā pareshāñ kyuuñ hai
gar charāġhān-e-sar-e-rah-guzar-e-bād nahīñ
Mirza Ghalib
Kalaam
ye ra.ngiinii-e-nau-bahaar allaah-allaah
ye jaam-e-mai-e-KHush-gavaar allaah-allaah
Sufi Tabassum
Kalaam
kyaa zamaane me.n na.e naqsh ubhaaregii 'adiib'
vo mohabbat jo hariis-e-Gam-e-bedaad nahii.n
Adeeb Saharanpuri
Kalaam
hai dil-e-raushan me.n jalva saaf sham'-e-tuur kaa
mere ghar me.n yaar kii jalva numaa.ii ho ga.ii
Watan Hyderabadi
Kalaam
ilaahii kyuu.n tan-e-murda me.n jaa.n nahii.n aatii
vo be-naqaab hai.n turbat ke paas baiThe hai.n
Sufi Tabassum
Kalaam
hai soz-e-jaa.n se hii takmiil-e-aadmii mumkin
vo dard baKHshaa ke insaa.n banaa diyaa tuu ne