SEARCH RESULTS
Showing search results for "kambakht"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kambakht"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kambakht"
Kalaam
har roz 'tabassum' hai tujhe hijr kaa ronaakambaKHt tirii shomi-e-qismat nahii.n jaatii
Sufi Tabassum
Ghazal
kambaKHt kah ke ab mujhe rusvaa na kiijiyeyuu.n inkishaaf jurm-e-tamannaa na kiijiye
Meer Zaidi
Ghazal
shikvaa ye aam hai sar-e-mahfil jagah jagahkambaKHt aah kartii hai manzil jagah jagah
Naiyar Kakorvi
Nazm
mauzu-e-suKHan
haa.e us jism ke kambaKHt dil-aavez KHutuutaap hii kahiye kahii.n aise bhii afsuu.n ho.nge
Faiz Ahmad Faiz
Kalaam
kisii pahluu nahii.n aataa hai mire dil ko qaraarroz kambaKHt ko bahlaataa huu.n kaisaa-kaisaa
Sheerin Lakhnavi
Kalaam
kambaKHt mere ghar se nikaltii hii nahii.n haimaaman mere maskan ko banaayaa hai balaa ne
Ameer Minai
Kalaam
Gazab kii laag thii kambaKHt barq ko mujh sechaman ko phuu.nk diyaa ek aashiyaa.n ke liye
Ameer Minai
Ghazal
zaahid sharaab-e-naab se is darja ijtinaabkambaKHt pii to dekh ye kuchh bad-maza nahii.
Akhtar Naginvi
Kalaam
jab mai.n pukaartaa huu.n to kahtaa hai aaftaabkambaKHt gum huu.n mai.n tire roz-e-siyaah me.n
Ameer Minai
Naat-o-Manqabat
uf re munkir ye ba.Dhaa josh-e-ta'assub aakHirbhii.D me.n haath se kambaKHt ke iimaan gayaa
Ahmad Raza Khan
Ghazal
Masood Lakhimpuri
Ghazal
ta.ng aa.e hai.n dil-e-vahshat se ab ham kyaa kare.naah ye kambaKHt kyuu.n dushman hamaaraa ho gayaa
Sanjar Ghazipuri
Ghazal
dekh kar haalat marii ghabraa ke vo ruKHsat hu.edard-e-dil kambaKHt tuu ne uTh ke ye kyaa kar diyaa