SEARCH RESULTS
Showing search results for "مان"
Kalaam MATCHES FOR "مان"
Kalaam
duniyaa me.n kuchh nahii.n hai kahaa maan jaa.iyeparde pa.De hu.e hai.n KHudaa tak uThaa.iye
Shah Manzoor Alam
Kalaam
KHaatir se yaa lihaaz se mai.n maan to gayaajhuuTii qasam se aap kaa iimaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Kalaam
Aazam Chishti
Kalaam
minnate.n maan yaa.n dargaaho.n me.n chale baa.ndhepar mayassar na hu.aa saath sulaanaa teraa
Rind Lakhnavi
Kalaam
hai.n sher-fahm jitne zamaane me.n laa-ilaajai 'dard' maante hai.n ye sab maan kar mujhe
Khwaja Meer Dard
Kalaam
'ġhālib' burā na maan jo vaa.iz burā kaheaisā bhī koī hai ki sab achchhā kaheñ jise
Mirza Ghalib
Kalaam
baaz aa maan kahaa us kii taraf phir mat jaakyaa nahii.n aur kahii.n teraa Thikaanaa ai dil
Shah Turab Ali Qalandar
Kalaam
is fitna-gar ko jiit liyaa haar maan karkyaa-kyaa maza diyaa hame.n is jiit haar ne
Kamil Shattari
Kalaam
ye judaa.iyo.n ke raste ba.Dii duur tak ga.e hai.njo gayaa vo phir na aayaa mirii baat maan jaa.o
Ahmad Faraz
Kalaam
Qais Jalandhari
Kalaam
ye judaa.iyo.n ke raste ba.Dii duur tak ga.e hai.njo gayaa vo phir na aayaa mirii baat maan jaa.o
Unknown
Kalaam
terii baat maan letaa kabhii tujh se kuchh na kahtaamere be-qaraar dil ko jo zaraa qaraar hotaa