SEARCH RESULTS
Showing search results for "आराम"
Kalaam MATCHES FOR "आराम"
Kalaam
Aarzu Lakhnavi
Kalaam
chho.Do mujhe be-KHud meraa aaraam yahi haibenaam-o-nishaa.n rahne do bas naam yahii hai
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Kalaam
bar me.n jab dilbar na ho kis tarh dilbar me.n rahejab na ho aaraam dil to paa.e dil aaraam kyaa
Muztar Khairabadi
Kalaam
jab se laag tore sa.ng nain piyaanii.nd ga.ii aaraam nahii.n saarii saarii rain piyaa
Meher Ali Shah
Kalaam
ho jaa.e gar 'ataa mujhe sarkaar se to phirdevegii taa-abad mujhe aaraam niistii
Tasadduq Ali Asad
Kalaam
marg ke ba.ad hai bedaar dilo.n ko aaraamnii.nd bhar kar vahii so.egaa jo jaagaa hogaa
Ameer Minai
Kalaam
ummiide.n TuuTtii hai.n Duubtii jaatii hai.n nabz bhiidil-e-betaab ko aaraam saa ma.aluum hotaa hai
Mahirul Qadri
Kalaam
na hu.aa naala-e-mazluum se zaalim bedaarphu.nk chukaa suur ye murda abhii aaraam me.n hai
Ameer Minai
Kalaam
husn ġhamze kī kashākash se chhuTā mere ba.adbaare ārām se haiñ ahl-e-jafā mere ba.ad
Mirza Ghalib
Kalaam
Ghausi Shah
Kalaam
maan.e nahii.n ham vo but-e-KHud-kaam kahii.n hopar us dil-e-betaab ko aaraam kahii.n ho
Khwaja Meer Dard
Kalaam
qabr me.n hogaa na aaraam kisii pahluu sedil jo hamdard thaa vo tujh ko diye baiThe hai.n
Unknown
Kalaam
ishq me.n puujtaa huu.n qibla-o-ka.aba apnaaek pal dil ko mire us ke bin aaraam nahii.n
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Kalaam
yaa rab ye dil hai yaa ko.ii mehmaa.n-saraa.e haiGam rah gayaa kabhuu kabhuu aaraam rah gayaa