SEARCH RESULTS
Showing search results for "adab"
Kalaam MATCHES FOR "adab"
Kalaam
Sultan Bahu
Kalaam
un se aur shikva-e-Gam ai dil-e-naashaad nahii.nki mohabbat kii zabaa.n naGma hai fariyaad nahii.n
Adeeb Saharanpuri
Kalaam
Allama Iqbal
Kalaam
mai.n huu.n 'fanaa' qamar kii tajallii se faiz-yaabduniyaa me.n hai charaaG-e-adab shaa'irii mirii
Fana Bulandshahri
Kalaam
ham apnii shaam ko jab nazr-e-jaam karte hai.nadab se ham ko sitaare salaam karte hai.n
Qateel Shifai
Kalaam
paas-e-adab me.n josh-e-tamannaa liye hu.emai.n bhii huu.n ik habaab me.n dariyaa liye hu.e
Asghar Gondvi
Kalaam
kuucha-e-dost me.n rakh paa.nv adab se 'aaqilsarkash is raah me.n gardan ko jhukaa lete hai.n
Rind Lakhnavi
Kalaam
'akbar' hai.n adab vaale unhe.n mahfil me.n na le jaa.ojo dekhe.nge un ko vahii diivaana bane.nge
Akbar Warsi Meerthi
Kalaam
Seemab Akbarabadi
Kalaam
terii KHaatir kahuu.n yaa paas-e-adab se mai.n neumr-bhar tohmat-e-hastii kii sazaa paa.ii hai
Kamil Shattari
Kalaam
adab ai junuun-e-ulfat ye maqaam-e-bandagii haitiraa jo qadam bhii uThe vo uThe zaraa sambhal kar
Kamil Shattari
Kalaam
adab yahii hai mohabbat kaa ko.ii naam na leye Dar hai ishq havas se kuchh intiqaam na le
Zaheen Shah Taji
Kalaam
ham tum ho.n shab-e-vasl akele to mazaa hoham se ho adab duur hayaa tum se judaa ho