SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsaane"
Kalaam MATCHES FOR "afsaane"
Kalaam
be-gaanagii-e-dil ke afsaane ko kyaa kahiyeapnaa na hu.aa apnaa begaane ko kyaa kahiye
Bedam Shah Warsi
Kalaam
kahte hai.n mujh se 'ishq kaa afsaana chaahiyerusvaa.ii ho ga.ii tumhe.n sharmaanaa chaahiye
Qamar Jalalvi
Kalaam
har shaKHs Gam-e-hijr kaa afsaana kahe hairag rag me.n vahii hai.n tiraa diivaana kahe hai
Abdul Hadi Kavish
Kalaam
afsaana mere dard kaa us yaar se kah dofurqat kii musiibat ko dil-aazaar se kah do
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Kalaam
bhulaa diye hai.n 'adaavat ke saare afsaanekHuluus-o-pyaar ke chhalke hu.e hai.n paimaane
Unknown
Kalaam
fikr hai dost ko ahvaal sunaa.uu.n kyuu.n karTuk.De hotaa hai kaleja miraa afsaane se
Dagh Dehlvi
Kalaam
qissa-go ye to bataa kaise sunaayaa un kokis kaa afsaana milaayaa mere afsaane me.n
Hafeez Farkhabadi
Kalaam
jitne mu.nh utnii baate.n ishq sab me.n mushtarakik haqiiqat saamne aa.ii har afsaane ke ba.ad
Kamil Shattari
Kalaam
ko.ii parda ho haqiiqat ko chhupaa saktaa nahii.naa.e din bante rahe duniyaa me.n afsaane hazaar
Kamil Shattari
Kalaam
jis baat ke afsaane mash.huur ho.n duniyaa me.ntum chho.Do unhe.n 'aasif' kuchh aur likho samjho
Asif Anjum
Kalaam
KHayaal-o-KHvaab kii suurat bikhar gayaa maaziina silsile na vo qisse na ab vo afsaane
Pir Naseeruddin Naseer
Kalaam
ho.nTo.n pe ruk jaate hai.n Gam ke afsaanekyaa hogaa anjaam-e-vafaa ye kab sochaa thaa
Qaisar Ratnagirvi
Kalaam
kal jo mai.n kahtaa thaa saaqii tire mai-KHaane me.nik vahii lafz hai mansuur ke afsaane me.n
Zaheen Shah Taji
Kalaam
kufr-o-iimaa.n kaa kisii ko bhii na hosh rahaakitnii lazzat hai tere husn ke afsaane me.n
Shah Alimullah Safi
Kalaam
mat suno Gairo.n ke vaa.n har shab tum afsaane taviilvarna ik din qissa hii kotaah yaa.n ho jaa.egaa
Ghulam Ali Rasikh
Kalaam
mai.n ne zulfo.n kii sanaa kii to kahaa chup bhii rahodam ulajhtaa hai is uljhe hu.e afsaane se