SEARCH RESULTS
Showing search results for "asraar"
Kalaam MATCHES FOR "asraar"
Kalaam
ye raaz khulaa ham par asraar-e-KHilaafat me.nbanda hai sharii'at me.n maulaa hai haqiiqat me.n
Azizuddin Rizwan Qadri
Kalaam
malaa.ek hai.n jahaa.n darbaan-o-kHaadimKHudaa jaane vahaa.n asraar kyaa hai
Haji Waris Ali Shah
Kalaam
taaKHiir ke asraar mujhe to nahii.n ma.aluumkyuu.n kaa.np rahe hai.n tere ho.nTo.n ke kinaare
Ahmad Nadeem Qasmi
Kalaam
'akbar' asraar-e-haqiiqat se hai aajiz-e-idraakdono.n a.alam hai.n ki hairaan bane baiThe hai.n
Akbar Warsi Meerthi
Kalaam
khul ga.e asraar sab jab miT ga.ii apnii anaadono.n 'aalam apne andar dekhtaa jaataa huu.n mai.n
Kaif Niyazi
Kalaam
vahdat me.n ye kasrat ke tamaashe kaa mu’ammakhultaa nahii.n is tarah kaa asraar hai yaa-rab
Suraj Narayan Meher
Kalaam
phir jaa.e KHudaa.ii to buto.n se na phire.n hampatthar me.n bhii allaah ke asraar bahut hai.n
Unknown
Kalaam
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.nun me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqi
Kalaam
banda kii zaat me.n hai KHudaa jab chhupaa hu.aadar-parda mujh ko hai usii asraar kii talaash
Aashiq Hyderabadi
Kalaam
Aashiq Hyderabadi
Kalaam
KHud ko kho ke na liyaa jis ne kabhii naam allaahhaq agar puuchho vahii maKHzan-e-asraar hu.aa
Tasadduq Ali Asad
Kalaam
Dhuu.nDe asraar-e-KHudaa dil ne jo andhaa ban karrah gayaa aap hii pahluu me.n mu.amma ban kar