SEARCH RESULTS
Showing search results for "faisla"
Kalaam MATCHES FOR "faisla"
Kalaam
Basheer Farooqui
Kalaam
fasl-e-gul aa.ii hai phir vahshat sivaa hone ko haipurze-purze jism par mere qabaa hone ko hai
Farhat
Kalaam
ko.ii maane na maane us kii marziiye meraa faisla hai mai.n nahii.n huu.n
Ghulam Moinuddin Gilani
Kalaam
pher lii.n hai.n tuu ne aa.nkhe.n kis liyekyaa yahii thaa faisla kuchh yaad hai
Ghulam Moinuddin Gilani
Kalaam
ye karke faisla khaane ko vo chhupaane lagaahasan ne dekh ke aahistagii se farmaayaa
Hashim Nauganvi
Kalaam
barahman aur shaiKH me.n hai muddato.n se guftuguutum kahii.n jalva dikhaa do faisla ho jaa.egaa
Seemab Akbarabadi
Kalaam
va.ada-e-vasl kii takraar ne ham ko maaraafaisla kHuub hu.aa baat ke ba.Dh jaane se
Dagh Dehlvi
Kalaam
aap ne jo kuchh kyaa achchhaa kyaa mai.n kyaa kahuu.nfaisla duniyaa karegii kaun duniyaa-saaz hai
Mahirul Qadri
Kalaam
fasl-e-gul me.n ra.ng mastii kaa jamaanaa chaahiyeuTh ke masjid se suu-e-mai-KHaana jaanaa chaahiye
Imtiyaz Hussain Waqif
Kalaam
adaa se dekh lo jaataa rahe gila dil kaabas ik nigaah pe Thahraa hai faisla dil kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Kalaam
munsifii ho to Gazab naa-munsifii ho to sitamus ne meraa faisla mauquuf mujh par rakh diyaa
Dagh Dehlvi
Kalaam
Gaflat mirii jaanib se hai yaa un kii taraf seye faisla tujh par shab-e-Gam chho.D diyaa hai
Fana Nizami Kanpuri
Kalaam
Safeer Bilgarami
Kalaam
teG-o-KHanjar se na jhag.Daa sar-o-gardan kaa miTaachal diye mo.D ke mu.nh faisla karne vaale