SEARCH RESULTS
Showing search results for "अदाओं"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "अदाओं"
Ghazal
Gamzo.n ko diijiye ki adaa.o.n ko diijiyekis tarah baa.nT diijiye ik dil jagah jagah
Naiyar Kakorvi
Kalaam
Fana Bulandshahri
Kalaam
sitam-gar ho tum KHuub pahchaante hai.ntumhaarii adaa.o.n ko ham jaante hai.n
Fana Bulandshahri
MORE MATCHES FOR "अदाओं"
Ghazal
nigaaho.n ne dil me.n chubho.ii hai.n chhuriyaa.nadaa.o.n ne maare hai.n KHanjar pe KHanjar
Aafaq Banarasi
Ghazal
ba.Dii adaa.o.n se lii jaan apne kushte kiihazaar baar mai.n qurbaan apne qaatil ke
Bedam Shah Warsi
Kalaam
vo aisii qaatilaana adaa.o.n me.n Dhal ga.ezaKHmii kiyaa jo dil to kaleja masal ga.e
Pir Naseeruddin Naseer
Ghazal
naazo.n se adaa.o.n se Gamzo.n se nigaaho.n semaa'luum hu.aa mujh ko jo kaar kiyaa tuune
Makhdoom Khadim Safi
Naat-o-Manqabat
aa.iina le ke apnii adaa.o.n pe luuT haisayyaad KHud shikaar hai apne hii tiir kaa
Kamil Shattari
Kalaam
ab ek jashn-e-qiyaamat hii aur baaqii haiadaa.o.n se to vo bahlaa chuke zamaane ko
Pir Naseeruddin Naseer
Ghazal
iz.haar-e-tamannaa se husn aur nikhar aayaathii un kii adaa.o.n me.n ye baat kahaa.n pahle
Fana Nizami Kanpuri
Naat-o-Manqabat
Sultan Najibur Rahman
Nazm
aisi hi intizar mein lazzat agar na ho
rone se mere terii adaa.o.n se bazm me.nko.ii nahii.n jo haatho.n se thaame jigar na ho
Riyaz Khairabadi
Ghazal
naazo.n se adaa.o.n se Gamzo.n se nigaaho.n semaa'luum hu.aa mujh ko jo kaar kiyaa tuu ne
Makhdoom Khadim Safi
Ghazal
adaa.o.n se nigaaho.n se KHamoshii se takallum sehusuul-e-aarzuu manzil ba-manzil hotaa jaataa hai
Wasif Ali Wasif
Ghazal
kaise ko.ii ho jaa.e na qurbaan-e-qiyaamatjab un kii adaa.o.n kii qiyaamat hii alag hai
Shabnam Ghazanfari
Kalaam
haaye vo saadgi-e-husn kaa tere 'aalamjab ki KHud apnii adaa.o.n kaa tujhe hosh na thaa
Dilgeer Akbarabadi
Ghazal
hai sau adaa.o.n se uryaa.n fareb-e-ra.ng-e-anaabarahna hotii hai lekin hijaab-e-KHvaab ke saath