SEARCH RESULTS
Showing search results for "masarrat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "masarrat"
sher
jo Gam me.n masarrat kii ghulne ko hu.e paidaabad-baKHt vo kyaa jaane.n KHud Gam kii masarrat ko
Kamil Shattari
Kalaam
Abdul Hadi Kavish
Ghazal
mil jaaye masarrat kii daulat dil-e-hairaa.n kodekhuu.n jo shab-e-furqat us mah-e-taabaa.n ko
Meer Ahdi Warsi
Naat-o-Manqabat
nasiim-e-madiina masarrat hai miriiye aanaa hii us kaa qiyaamat hai mirii
Haji Abdullah Akbari
Kalaam
Pir Naseeruddin Naseer
BOOKS MATCHES FOR "masarrat"
MORE MATCHES FOR "masarrat"
Ghazal
nikal jaa.e ye merii jaa.n abhii fart-e-masarrat seagar ma.aluum ho jaaye ki tum doge kafan mujh ko
Asad Barrackpuri
Ghazal
chehre pe kuchh masarrat-e-fasl-e-bahaar kyaa haidil me.n alam kii shiddat-e-fasl-e-bahaar kyaa hai
Hasan Imam Warsi
Ghazal
jo Gam me.n masarrat kii ghulne ko hu.e paidaabad-baKHt vo kyaa jaane.n KHud Gam kii masarrat ko
Kamil Shattari
Kalaam
ba-vaqt-e-KHushii ho fanaa kaa tasavvurmasarrat bhii hasrat-fazaa chaahtaa huu.n
Khwaja Azizul Hasan Majzoob
Naat-o-Manqabat
sukuun chain masarrat kii hai faraavaaniikaram se un ke hu.aa mahv intishaar kaa ra.ng
Wasif Raza Wasif
Ghazal
vo saamne aa.e.n to nikal aate hai.n aa.nsuuhotaa hai masarrat me.n alam aur ziyaada
Hadi Amanabadi
Sehra
maujzan aaj hai dariyaa-e-masarrat 'maikash'is liye laa.e hai.n kashtii me.n lagaa kar sehraa
Maikash Akbarabadi
Ghazal
raqs karte jhuumte dekhaa giroh ablahaa.nkyaa masarrat us me.n paa.ii shor hai naa-quur kaa
Saqib Khairabadi
Ghazal
ye kaisaa nuur-e-masarrat chamak uThaa 'bahzaad'Gazab hu.aa terii duniyaa tabaah kyuu.n na rahii
Behzad Lakhnavi
Naat-o-Manqabat
hai masarrat shaadmaanii KHuub hai fasl bahaarnausha-e-bazm-e- tarab hai jalva-e-baabaa fariid
Shahbaz Asdaque
Ghazal
haaye kam-baKHt nasiiba tire mahjuuro.n kaaii.d ke din bhii unhe.n ko.ii masarrat na hu.ii
Kamil Shattari
Naat-o-Manqabat
pahu.nchaa 'amiir' josh-e-masarrat kahaa.n-kahaa.nkaa'be me.n gul hai qibla-e-iimaa.n yahii to hai