SEARCH RESULTS
Showing search results for "आँसू"
Kalaam MATCHES FOR "आँसू"
Kalaam
terii furqat me.n jo aa.nsuu kaa bahaanaa hogaadil-e-biimaar maraz me.n bhii tavaanaa hogaa
Mardan Safi
Kalaam
Sardar Shah Fakhri
Kalaam
Hunar Sillodi
Kalaam
aa.nsuu kisii kaa dekh ki biimaar mar gayaajaam-e-hayaat ek hii qatre me.n bhar gayaa
Qamar Jalalvi
Kalaam
chupke chupke raat-din aa.nsuu bahaanaa yaad haiham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaana yaad hai
Hasrat Mohani
Kalaam
bhikaaran aap ke rauze pe aa.nsuu le ke aa.ii haivo aa.nsuu le ke aa.ii hai muraade.n le ke jaa.egii
Anwar Farrukhabadi
Kalaam
Anwar Farrukhabadi
Kalaam
aa.nkh se aa.nsuu nikal saktaa nahii.nnaa-tavaanii se ye suurat ho ga.ii
Ghulam Moinuddin Gilani
Kalaam
aa.nkho.n me.n bhare kis ke hai.n aa.nsuu bataa.ofaryaad hamaarii hai ki faryaad tumhaarii
Behzad Lakhnavi
Kalaam
aa.nsuu hamaarii aa.nkh ke daaman me.n liijiyekyaa aabruu guhar kii jo be-aabruu rahe
Chandar Bhan Kaifi Dehlvi
Kalaam
is ishaq kii talaafii-e-maafaat dekhnaarone kii hasrate.n hai.n jab aa.nsuu nahii.n rahe