SEARCH RESULTS
Showing search results for "जान-ए-जाँ"
Kalaam MATCHES FOR "जान-ए-जाँ"
Kalaam
Ehsan Danish
Kalaam
Muhammad Ashraf
Kalaam
anjaan huu.n jahaa.n se hamdam huu.n jaan-e-jaa.n se
jo mujh ko jaantaa hai mai.n us ko jaantaa huu.n
Watan Hyderabadi
Kalaam
jis ko dekho mast hai mad.hosh hai diivaana hai
har nazar ai jaan-e-jaa.n terii tajallii-KHaana hai
Manzoor Aarfi
Kalaam
Anwar Firozpuri
Kalaam
Khwaja Azizul Hasan Majzoob
Kalaam
ai merii jaan-e-jaa.n ai merii mehrbaa.n
tum se ra.ngiin hai.n ye zamii.n aasmaa.n
Purnam Allahabadi
Kalaam
ai merii jaan-e-tamannaa ba.Dii har jaa.ii hai tuu
ye haqiiqat hai ki duniyaa kii tamannaa hai tuu
Qaisar Ratnagirvi
Kalaam
jalā hai haa.e kis jān-e-chaman kī sham-e-mahfil se
mahak phūloñ kī aatī hai sharār-e-ātish-e-dil se
Ehsan Danish
Kalaam
’aashiq-e-ruu-e-parii shefta-e-huur nahii.n
jaan-e-jaa.n 'rind' hai diivaana-o-shaidaa teraa
Rind Lakhnavi
Kalaam
iqraar roz karte ho Gairo.n se vasl kaa
siikhe ho ek mere liye jaan-e-jaa.n nahii.n
Aughat Shah Warsi
Kalaam
tere darvaaze pe chilman nahii.n dekhii jaatii
jaan-e-jaa.n ham se ye uljhan nahii.n dekhii jaatii
Fana Bulandshahri
Kalaam
kunto kanzan makHfiyan se ye bayaa.n paidaa hu.aa
jism me.n mahmuud ke KHud jaan-e-jaa.n paidaa hu.aa