SEARCH RESULTS
Showing search results for "डर"
Kalaam MATCHES FOR "डर"
Kalaam
apnii Gurbat se tirii shaan se Dar lagtaa haiaap se husn ke sultaan se Dar lagtaa hai
Ghulam Moinuddin Gilani
Kalaam
Anwar Farrukhabadi
Kalaam
Safeer Bilgarami
Kalaam
dost raazii hai to phir kuchh Dar nahii.nho agar dushman zamaana bhar hu.aa
Khwaja Azizul Hasan Majzoob
Kalaam
be-fikr basar hotii hai iqbaal salaamatsarkaar kaa banda huu.n kisii baat kaa Dar kiyaa
Kamil Shattari
Kalaam
Abdul Hadi Kavish
Kalaam
dil churaayaa hai to aa.nkhe.n na churaa.o dekhochorii khulne kaa hai Dar chor ke ghabraane se
Ameer Minai
Kalaam
shauq se teG lagaa.o mujhe lekin hai ye DarkHa.nda-e-zakHm Da.nDhoraa na ho rusvaa.ii kaa
Ameer Minai
Kalaam
haal-e-dil apnaa zamaane ko sunaa duu.n lekinDar hai ai jaan-e-tamannaa tirii rusvaa.ii kaa
Fana Bulandshahri
Kalaam
Dar ke sahraa-e-balaa se jo pukaaraa mai.n neqais ne dii mujhe aavaaz ki farhaad aayaa
Riyaz Khairabadi
Kalaam
kyuuñ Dar hai gunāhoñ ke sabab hashr ke din seham jānte haiñ un kā karam aam rahegā