SEARCH RESULTS
Showing search results for "दुई"
Kalaam MATCHES FOR "दुई"
Kalaam
diidaar-e-yaar kaa na uThegaa maza 'amiir'jab tak du.ii kaa parda uThaayaa na jaa.egaa
Ameer Minai
Kalaam
nazar aa.e mujhe ahmad me.n agar daal-e-du.iiroz-e-mahshar huu.n ilaahii merii aa.nkhe.n ahval
Mohsin Kakorvi
Kalaam
sab karishma hai faqat ra.ng-e-du.ii kaa varnamazhab-e-piir-e-muGaa.n mashrab-e-rindaa.n hotaa
Fana Bulandshahri
Kalaam
az baski ham ne harf-e-du.ii kaa uThaa diyaaai 'dard' apne vaqt me.n ib.haam rah gayaa
Khwaja Meer Dard
Kalaam
aaj kHum-kHaana-e-vahdat se pilaa de saaqiisar-basar naqsh-e-du.ii dil se miTaa de saaqii
Naeem
Kalaam
Darshan Singh
Kalaam
na du.ii kaa ra.ng hogaa na KHudii rahegii baaqiitere ruKH se mere jaa.n ye hijaab jab haTegaa
Fana Bulandshahri
Kalaam
ishq sachchā hai to phir rañg-e-duī Thiik nahīñham tire ho ga.e ab tū bhī hamārā ho jā
Fana Bulandshahri
Kalaam
use kaun dekh saktā ki yagāna hai vo yaktājo duī kī bū bhī hotī to kahīñ do-chār hotā
Mirza Ghalib
Kalaam
parda uThaa du.ii kaa 'KHaadim' ne tujh ko dekhaaham to hai.n ek pyaare jo kuchh ki hai so tuu hai