SEARCH RESULTS
Showing search results for "पत्थर"
Kalaam MATCHES FOR "पत्थर"
Kalaam
Sultan Bahu
Kalaam
Fana Bulandshahri
Kalaam
mar mar ga.e ushshaaq kisii se na hu.aa narmKHuubo.n kaa dil saKHt hai patthar ke baraabar
Shah Turab Ali Qalandar
Kalaam
kis ko patthar maaruu.n 'qaisar' kaun paraayaa haishiish-mahal me.n ik-ik chehraa apnaa lagtaa hai
Qaisar-ul-Jafri
Kalaam
dil tayo.n ke mire naalo.n se hile jaate hai.nlillaahil-hamd ki patthar me.n asar karte hai.n
Unknown
Kalaam
phir jaa.e KHudaa.ii to buto.n se na phire.n hampatthar me.n bhii allaah ke asraar bahut hai.n
Unknown
Kalaam
miT jā.egā sar gar tirā patthar na ghisegāhuuñ dar pe tire nāsiya-farsā koī din aur
Mirza Ghalib
Kalaam
ishq-baazii kaa agar hausla rakhtaa hai 'amiir'dil jo lohe kaa to patthar kaa jigar paidaa kar
Ameer Minai
Kalaam
daa.im paḌā huā tire dar par nahīñ huuñ maiñḳhaak aisī zindagī pe ki patthar nahīñ huuñ maiñ
Mirza Ghalib
Kalaam
suḳhan meñ soz ilāhī kahāñ se aatā haiye chiiz vo hai ki patthar ko bhī gudāz kare
Allama Iqbal
Kalaam
patthar tale kaa haath hai Gaflat ke haath dilsa.ng-e-giraa.n hu.ii hai ye KHvaab-e-giraa.n mujhe
Khwaja Meer Dard
Kalaam
dil kaa aalam aashiqii me.n kyaa kahuu.n kyaa ho gayaara.nj sahte sahte patthar kaa kaleja ho gayaa
Aughat Shah Warsi
Kalaam
patthar ke but ko laakh banaa.e ko.ii hasii.njab jaan hii nahii.n hai to husn-o-jamaal kyaa
Unknown
Kalaam
Ahmad Nadeem Qasmi
Kalaam
Sultan Bahu
Kalaam
na mere dil na jigar par na diida-e-tar parkaram kare vo nishaan-e-qadam to patthar par