SEARCH RESULTS
Showing search results for "garm"
Kalaam MATCHES FOR "garm"
Kalaam
lagtii rahtii hai havaa-e-nafs-e-garm se aaghote rahte hai.n izaafe mere viiraane me.n
Seemab Akbarabadi
Kalaam
ha.ngaama garm kun jo dil-e-naa-subuur thaapaidaa har ik naale se shor-e-nushuur thaa
Meer Taqi Meer
Kalaam
nafas-e-garm kii taasiir ne mai-e-saaGar sesho.ala-e-lafz ke maanind u.Daa dii saaqii
Rind Lakhnavi
Kalaam
baazaar tiraa ham ne kiyaa garm-e-dukaan parbe-suud hai saudaa jo KHariidaar nahii.n hai
Unknown
Kalaam
sailaab-e-ashk-e-garm ne a.azaa mere tamaamai 'dard' kuchh bahaa diye aur kuchh jalaa diye
Khwaja Meer Dard
Kalaam
nigah-e-garm se ek aag Tapaktī hai 'asad'hai charāġhāñ ḳhas-o-ḳhāshāk-e-gulistāñ mujh se
Mirza Ghalib
Kalaam
na jalaa tujh se qafas mai.n ne chaman phuu.nk diyaadekh hai.n garm tire yaa mere naale bulbul
Ameer Minai
Kalaam
nigaah-e-garm se mujh ko na dekh ai dozaKHKHabar nahii.n tujhe kis kaa gunaah-gaar huu.n mai.n
Ameer Minai
Kalaam
mirī ta.amīr meñ muzmar hai ik sūrat ḳharābī kīhayūlā barq-e-ḳhirman kā hai ḳhūn-e-garm dahqāñ kā
Mirza Ghalib
Kalaam
garm-e-KHiraam-e-naaz ho tum ye to dekh lokis kaa pa.Daa hu.aa hai sar-e-rahguzaar dil