SEARCH RESULTS
Showing search results for "gosha"
Kalaam MATCHES FOR "gosha"
Kalaam
kiijiye na ta.ng gosha-e-zulf-e-siyaah korasta to diijiye dil-e-gum-karda raah ko
Fida Gulaothi
Kalaam
ai jaan-e-jahaa.n kab tak ye gosha-e-tanhaa.iisab diid ke taalib hai.n jitne hai.n tamaashaa.ii
Maulana Abdul Qadeer Siddiqui
Kalaam
Iqbal Azeem
Kalaam
shauq KHalvat me.n bhii hai anjuman-aaraa.ii kaaaa.iina-KHaana hai gosha mirii tanhaa.ii kaa
Ameer Minai
Kalaam
is tarah zamaana kabhii hotaa na pur-aashobfitno.n ne tiraa gosha-e-daamaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Kalaam
qismat khulii hai aaj hamaare mazaar kiichaadar pa.Dii hai gosha-e-daamaan-e-yaar kii
Bedam Shah Warsi
Kalaam
ai shor-e-hashr qahr kiyaa kyuu.n jagaa diyaagosha mazaar kaa aa.nsuu aaGosh-e-huur thaa
Ameer Minai
Kalaam
yaad-e-aa.iina-e-ruKHsaar se hairat ho mujhegosha-e-qabr nazar aa.e mujhe shiish-mahal
Mohsin Kakorvi
Kalaam
aashiq hai.n gosha-giir nahii.n kuucha-gard hamparvaane jalte phirte hai.n ghar ghar charaaG me.n
Ameer Minai
Kalaam
maa-zaaG kaa surma hai aa.nkhe.n bhii khulii hai.nbaazaar me.n baiThaa hai magar gosha-nashii.n hai
Unknown
Kalaam
bazm yaado.n kii sajii gosha-e-dil me.n 'jaaved'phir vahii taaza Gazal kaa hai taqaazaa mujh se
Jawed Washisht
Kalaam
har gosha-e-fitrat hai raushan mirii nazro.n me.nik faqr kaa 'aalam hai ye merii hama-giirii
Zaheer Ahmad Taj
Kalaam
ai iztiraab parda-e-raaz-e-nihaa.n na kholtujh ko qasam hai gosha-e-daamaan-e-yaar kii
Bedam Shah Warsi
Kalaam
khul pa.Daa dil jo hamaaraa to uThaane ke liyeKHaak par lauT pa.Daa gosha-e-daaman un kaa
Muztar Khairabadi
Kalaam
'umr karataa huu.n basar gosha-e-tanhaa.ii me.njab se vo ruuTh ga.e tab se alag baiThaa huu.n
Pir Naseeruddin Naseer
Kalaam
haiñ bas-ki josh-e-bāda se shīshe uchhal rahehar gosha-e-bisāt hai sar shīsha-bāz kā
Mirza Ghalib
Kalaam
dekh us abruu-kamaa.n ke tiir-e-mizhgaa.n ko jo les'aashiq-e-gosha-nashii.n qurbaan ho jaane lage