SEARCH RESULTS
Showing search results for "hausla"
Kalaam MATCHES FOR "hausla"
Kalaam
'aql kyaa daKHl kare kunh-e-haqiiqat me.n teriihausla past miraa martaba aa’laa teraa
Rind Lakhnavi
Kalaam
kisii ko aa.nkh milaane kaa hausla na hu.aatumhaarii bazm se jo aayaa sharmsaar aayaa
Aazam Chishti
Kalaam
hausla aur ba.Dhaa aur ba.Dhaa aur ba.Dhaajab kisii Gair ne charchaa kiyaa rusvaa.ii kaa
Riyaz Ahmad
Kalaam
bahaar aate hii kunj-e-qafas nasiib hu.aahazaar haif ki niklaa na hausla dil kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Kalaam
saaqii terii sharaab me.n ye KHaas baat thiinashsha ba-qadr-e-hausla-e-baada-kHvaar thaa
Zaheen Shah Taji
Kalaam
barq-e-ba-jān-e-hausla ātish-fagan 'asad'ai dil-fasurda tāqat-e-zabt-e-fuġhāñ nahīñ
Mirza Ghalib
Kalaam
sar KHushii ahal ho mai.n hii ko sazaa-vaar raheishq ko hausla-e-shikva-e-bedaad nahii.n
Adeeb Saharanpuri
Kalaam
us se maa.ngaa bhii agar kuchh to usii ko maa.ngaadekhnaa hausla-o-himmat saa.el kii taraf
Aasi Ghazipuri
Kalaam
qais kam-zarf thaa farhaad ta.ng-hausla thaadil lagii ham to samajhte hai.n lagaanaa dil kaa
Ameer Minai
Kalaam
hamaaraa hausla taalib nahii.n asbaab zaahir kaavufuu-e-shauq-e-vasl-e-dil-rubaa haajat-ravaa hogaa
Safeer Bilgarami
Kalaam
hu.aa hai phir tujhe ulfat kaa hausla ai dilkuu-e-sitam abhii KHaana-KHaraab baaqii hai
Rind Lakhnavi
Kalaam
'haalii' ko hijr me.n bhii jo dekhaa to shaadmaa.nthaa hausla isii kaa ki itnaa sabuur thaa
Altaf Hussain Hali
Kalaam
ḳhudī meñ Dūbte haiñ phir ubhar bhī aate haiñmagar ye hausla-e-mard-e-hech-kāra nahīñ
Allama Iqbal
Kalaam
ishq-baazii kaa agar hausla rakhtaa hai 'amiir'dil jo lohe kaa to patthar kaa jigar paidaa kar