SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaash"
Kalaam MATCHES FOR "kaash"
Kalaam
kaash mirii jabiin-e-shauq sajdo.n se sarfaraaz hoyaar kii KHaak-e-aastaa.n taaj-e-sar-e-niyaaz ho
Bedam Shah Warsi
Kalaam
KHaaksaarii ke liye garche banaayaa thaa mujhekaash KHaak-e-dar-e-jaanaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Kalaam
ko.ii fitna taa-qiyaamat na phir aashkaar hotaatire dil pe kaash zaalim mujhe iKHtiyaar hotaa
Dagh Dehlvi
Kalaam
ko.ii aur nahii.n aa-kar anjiir milaa jaateai kaash mirii vahshat vo aur ba.Dhaa jaate
Fariyad Azimabadi
Kalaam
mil jaa.e mujh ko maahir ai kaash zindagii me.nik jazb-e-vaalhaana ik soz-e-'aarifaana
Mahirul Qadri
Kalaam
us mast-e-shakar-kHvaab se aahista guzaryoai baad-e-sahar kaash vo bedaar na hotaa
Wasi Phulwarwi
Kalaam
ko.ii fitna taa-qiyaamat na phir aashkaar hotaatire dil pe kaash zaalim mujhe iKHtiyaar hotaa
Dagh Dehlvi
Kalaam
abr chhaayaa hai havaa mast hai gulshan KHaamoshkaash us vaqt vo haatho.n me.n liye jaam aa.e