SEARCH RESULTS
Showing search results for "lazzat"
Kalaam MATCHES FOR "lazzat"
Kalaam
daam-e-ta.ayyunaat me.n diida-o-dil ulajh ga.esoz-e-yaqii.n ke saath saath lazzat-e-kaafrii bhii dii
Mahirul Qadri
Kalaam
ho na shikaar-e-be-dilii lazzat-e-Gam uThaa.e jaadil na banaa nahii.n sahii dard ko dil banaa.e jaa
Seemab Akbarabadi
Kalaam
kasrat me.n buu hai vahdat kii 'rizvaa.n'vahdat me.n lazzat vaslat kii rizvaa.n
Azizuddin Rizwan Qadri
Kalaam
kaisaa fishaar kaisii aziyyat fishaar kiilazzat milii hai qabr me.n aaGosh-e-yaar kii
Bedam Shah Warsi
Kalaam
maktaboñ meñ kahīñ rānā.i-e-afkār bhī haiḳhānqāhoñ meñ kahīñ lazzat-e-asrār bhī hai
Allama Iqbal
Kalaam
aafrii.n kahne se ruk jaataa hai qaatil meraalazzat-e-qatl ghaTaataa hai ba.Dhaanaa dil kaa
Ameer Minai
Kalaam
ai 'valii' lazzat aazaad qafas kyaa jaanonau giraftaar ho tum ne abhii kyaa dekhaa hai
Wali Warsi
Kalaam
vo bāda-e-shabāna kī sarmastiyāñ kahāñuThiye bas ab ki lazzat-e-ḳhvāb-e-sahar ga.ī
Mirza Ghalib
Kalaam
Gam bhii masarrato.n kii tarah se hai aarziimaayuus Gam ko lazzat kaamil na mil sakii
Behzad Lakhnavi
Kalaam
KHud mujh ko intizaar kii lazzat me.n kho diyaaab KHud ta.Dap rahii hai.n mere intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
Kalaam
ishrat-e-pāra-e-dil zaḳhm-e-tamannā khānālazzat-e-rīsh-e-jigar ġharq-e-namak-dāñ honā
Mirza Ghalib
Kalaam
inna-fii-qatlii-hayaatii kaa rahe nashsha jisedaar par sau baar laTke lazzat-e-diidaar me.n
Ghausi Shah
Kalaam
Manzoor Aarfi
Kalaam
mujh ko har vaqt hai lazzat-e-dīdār-e-sanammerī nazroñ ke liye aisā sahārā ho jā
Fana Bulandshahri
Kalaam
apne maqsad ke liye vo apnii lazzat ke liyeham ko miTTii ke khilaune de ke bahlaayaa gayaa
Azizuddin Rizwan Qadri
Kalaam
kufr-o-iimaa.n kaa kisii ko bhii na hosh rahaakitnii lazzat hai tere husn ke afsaane me.n