SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarmaya e taghazzul afsar siddiqi amrohvi ebooks"
Kalaam MATCHES FOR "sarmaya e taghazzul afsar siddiqi amrohvi ebooks"
Kalaam
ham sar-e-tuur bhii maayuus-e-tajallii hii rahe
us dar-e-yaar kii chilman ko bahut yaad kiyaa
Saghar Siddiqi
Kalaam
duniyaa-e-haadisaat hai ik dardnaak giit
duniyaa-e-haadisaat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqi
Kalaam
u.Dtaa hu.aa Gubaar sar-e-raah dekh kar
anjaam ham ne 'ishq kaa sochaa to ro diye
Saghar Siddiqi
Kalaam
duur tak ko.ii sitaara hai na ko.ii jugnuu
marg-e-ummiid ke aasaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqi
Kalaam
aataa nazar hai jalva-e-diidaar har taraf
diidaar-e-ainamaa ke hai.n anvaar har taraf
Shah Siddique Saudagar
Kalaam
huu.n soKHta tajallii-e-taabaa.n kii taab se
taabaa.n nazar me.n jo mah-e-taabaa.n hai aaj-kal
Shah Siddique Saudagar
Kalaam
gar ho tuu mausuuf-e-baa-vasf-e-kHudaa
kal pe bas qabza teraa ho jaa.egaa
Shah Siddique Saudagar
Kalaam
Shah Siddique Saudagar
Kalaam
'saudaa-gar'-e-ahqar hai Gulaam-e-shah-e-mirzaa
aisaa ko.ii daarain me.n maulaa nahii.n hotaa
Shah Siddique Saudagar
Kalaam
ai fitrat-e-aavaara ai jalva-e-harjaa.ii
kyaa ilm me.n hai tere meraa Gam-e-tanhaa.ii
Seemab Akbarabadi
Kalaam
terii nigah avval dil kaa nafas aaKHir
aaGaaz-e-shanaasaa.ii anjaam-e-shakebaa.ii