SEARCH RESULTS
Showing search results for "zulm"
Kalaam MATCHES FOR "zulm"
Kalaam
zulm hotaa hai jafaa.on pe jafaa hotii haiyuu.n adaa rasm mohabbat kii adaa hotii hai
Shah Mohsin Danapuri
Kalaam
sitam se baaz aa zaalim qiyaamat hone vaalii haiye pesh-e-daavar-e-mahshar 'adaalat hone vaalii hai
Unknown
Kalaam
apne diivaane ko zaalim is tarah ta.Dpaa na abmast nazro.n se pilaa kar kah bhii de diivaana ab
Abdul Khaliq Danish
Kalaam
Ameer Minai
Kalaam
zulm baaqii na sahii zulm kii taariiKH to haimiT ke KHud rah ga.e duniyaa ko miTaane vaale
Kamil Shattari
Kalaam
is qadar zulm kiyaa mar gayaa 'aashiq teraanaa'sh-e-‘naa.ib’ ke liye phirte hai.n dafnaane ko
Ghulam Rasool Naaib
Kalaam
jin kii tajalliyaa.n thii.n 'ayaa.n jism-o-jaan me.nkyaa zulm kiyaa un ko kidhar dekhte rahe
Muhammad Samie
Kalaam
tum jafaa mujh pe karo zulm karo qatl karomai.n yahii mu.nh se kahe jaa.uu.ngaa qismat merii
Unknown
Kalaam
zulm Dhaane me.n ko.i be-intihaa maqbuul thaako.ii shuGl-e-mai-kashii me.n raat-din mashGuul thaa
Parwaz Minai
Kalaam
yuu.n zabaa.n par mire kab shikva-e-bedaad aayaajab kiye zulm buto.n ne to KHudaa yaad aayaa
Shah Mohsin Danapuri
Kalaam
jabr-o-zulm se dil tak baar paa nahii.n saktegardane.n jhukaa loge dil jhukaa nahii.n sakte
Kamil Shattari
Kalaam
zulm-e-jahaa.n na daur-e-falak kaa mujhe KHayaaldariyaa ke josh me.n tah-e-pul aarmiida huu.n
Ameer Minai
Kalaam
vo zulm karte hai.n mujh par to log kahte hai.nKHudaa bure se na Daale mu'aamala dil kaa