SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaafile"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qaafile"
Naat-o-Manqabat
do jahaa.n me.n nuuraanii qaafile nahii.n hotefarsh par qadam un ke gar pa.De nahii.n hote
Habibullah Saghar Warsi
Naat-o-Manqabat
qaafile chaa.nd sitaaro.n ke udhar jaate hai.njis taraf se shah-e-navvaab guzar jaate hai.n
Noor-ul-Hassan Noor
Ghazal
vafaa kii raah me.n luTte hai.n qaafile kaisevo ham se to.D ke jaate hai.n silsile kaise
Khwaja Shayan Hassan
Ghazal
qaafila armaan-o-hasrat kaa hamaare dil me.n haijab se is manzil me.n aayaa hai isii manzil me.n hai
Biryan Allahabadi
Ghazal
azal se qaafila ab tak ravaa.n hainahii.n ma.aluum kuchh jaanaa kahaa.n hai
Sheikh Abu Saeed Safvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qaafile"
Ghazal
hazaar tez ravii karte qaafile vaaleham aage suurat-e-baa.ng-e-jaras nikal jaate
Aseer Lakhnavi
Ghazal
rasta adam ke qaafile bhuule nahii.n kabhiisiidhe vahii.n pahu.nchte hai.n kyaa KHuub raah hai
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
yaado.n ke qaafile ko sambhaalaa bahut magarab to bikhar rahii hai 'inaayat kahaa.n-kahaa.n
Syed Amjad Hussain
Ghazal
hastii ke qaafile ko us raahzan ne luuTaakahtaa thaa raah bhar jo haa.n hoshiyaar rahnaa
Bekhud Mohani
Ghazal
ba.Dhte vo aa rahe hai.n a.ndhero.n ke qaafiletum ai ujaalo.n apnaa ye daftar sameT lo
Jauhar Noori
Ghazal
qaafile yaaro.n ke har rose chale jaate hai.nbastii un logo.n kii aaKHir kahii.n bastii hogii
Rind Lakhnavi
Kalaam
qaafile pahu.nche hazaaro.n manzil-e-maqsuud takham akele rah ga.e naqsh-e-kaf-e-paa dekhte
Bedam Shah Warsi
Ghazal
luuTaa gayaa thaa kal jo sar-e-raah qaafilaus qaafile kaa qaafila-saalaar mai.n hii huu.n
Mahmood Alam
Ghazal
aah kartaa hai KHaraash un kaa dilo.n me.n naalakaun ye qaafile me.n naala-zanaa.n jaate hai.n
Mir Muhammad Bedar
Ghazal
khulaa subuut hai ye dushmano.n ke shab-KHuu.n kaaki dhuul Thahre hu.e qaafile se aa.ii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
Daaluu.n kahaa.n pa.Daav ki raste bhii hai.n ravaa.nmanzil kahaa.n mile ki vo KHud qaafile me.n hai
Muzaffar Warsi
Naat-o-Manqabat
phir jaa rahe hai.n ahl-e-mohabbat ke qaafilephir yaad aa rahaa hai madiina huzuur kaa