SEARCH RESULTS
Showing search results for "तलक"
Kalaam MATCHES FOR "तलक"
Kalaam
sub.h se shaam talak haath se chhuTtaa nahii.n jaamchaahiye apnaa taKHallus kare 'jaamii' saaqii
Rind Lakhnavi
Kalaam
Gariib miT ga.e paamaal ho ga.e lekinkisii talak na teraa aaj tak nishaa.n pahu.nchaa
Naaz Khiyalvi
Kalaam
kal talak ka.abe kaa karte the tavaaf aap 'aziiz'aaj hinduu bane zunnaar bane baiThe hai.n
Unknown
Kalaam
kab talak rakhegaa tishna-kaam apne rind kokhol de saaqii hamaare vaaste mai-KHaana ab
Abdul Khaliq Danish
Kalaam
pahu.nchii na us ke kaan talak aah naa-rasaakyaa faa.eda zamii.n se agar taa-falak ga.ii
Khwaja Wazeer Lakhnavi
Kalaam
ai 'zafar' qaa.im rahegii jab talak aqliim-e-hindakHtar-e-iqbaal us gul kaa chamaktaa jaa.egaa
Unknown
Kalaam
jis kaa mumkin nahii.n aanaa hai mire paas talakkhii.nch kar jazb-e-mohabbat tujhe laanaa hogaa
Mardan Safi
Kalaam
jab talak burj me.n jamunaa hai ye khulne kaa nahii.nhai qasam khaa.e uThaa.e hu.e ga.ngaa baadal
Mohsin Kakorvi
Kalaam
gar intizaar kaThin hai to jab talak ai dilkisii ke vaada-e-fardaa kii guftuguu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Kalaam
'arsh se farsh talak mai.n ne tujhii ko dekhaakii 'ataa tuu ne mujhe chashm-e-basiirat kaisii
Tasadduq Ali Asad
Kalaam
har hashr talak tuul-e-shab-e-vasl ko yaa-rabtaa hashr ruKH-e-hijr numuudaar na hotaa
Wasi Phulwarwi
Kalaam
dost ġham-ḳhvārī meñ merī sa.ī farmāveñge kyāzaḳhm ke bharte talak nāḳhun na baḌh jāveñge kyā