SEARCH RESULTS
Showing search results for "दाम"
Kalaam MATCHES FOR "दाम"
Kalaam
vo daam-e-zulf-e-siyaah kaa bichhaa.e jaate hai.nhamaare dil ko pha.nsaa.e jaate hai.n
Zameer Mohammadabadi
Kalaam
murG-e-dil KHaak pha.nse zulf par afshaa.n chi.Dkodaam hii daam hai daana bhii kahii.n daam me.n hai
Ameer Minai
Kalaam
lo aap apne daam me.n sayyaad aa ga.ekaalii kaalii zulfo.n ke phande na Daalo
Fana Bulandshahri
Kalaam
KHaal-e-mushkii.n bhii zulf-e-pechaa.n bhiidaana tum se hai daam tum se hai
Pir Naseeruddin Naseer
Kalaam
matlab-parast dost na aa.e fareb me.nbaiThaa rahaa liye hu.e daam-e-vafaa ko mai.n
Hafeez Jalandhari
Kalaam
kahii.n naam-e-vaamiq pe 'azraa miTii haikahii.n daam-e-punnu.n me.n sassii pha.nsii hai
Qaisar Ratnagirvi
Kalaam
āgahī dām-e-shunīdan jis qadar chāhe bichhā.emudda.ā anqā hai apne ālam-e-taqrīr kā
Mirza Ghalib
Kalaam
ā.īna daam ko parde meñ chhupātā hai abaski parī-zād-e-nazar qābil-e-tasḳhīr nahīñ
Mirza Ghalib
Kalaam
pha.nsii jo daam me.n bulbul to kin nigaaho.n sekabhii chaman ko kabhii suu-e-aashiyaa.n dekhaa
Ameer Minai
Kalaam
mutma.in ho hii ga.e daam-o-qafas me.n 'saaGar'ham asiiro.n ne nasheman ko bahut yaad kiyaa
Saghar Siddiqi
Kalaam
phaa.nsne ko dil-e-ushshaaq ke ulfat bas haigher lene ko ye tasKHiir kam-az-daam nahii.n
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Kalaam
jo ki qaane’ ho vo bach jaa.e fareb-e-nafs sedaam kab sayyaad phailaa.e humaa ke vaaste
Khwaja Wazeer Lakhnavi
Kalaam
Das le ye naaganii use uljhaa ke daam me.naajaaye gar ko.ii tirii zulf-e-dotaa ke haath
Aajiz Lakhnavi
Kalaam
sun.ne vaalo.n ke na kis tarah pha.nse.n taa.ir-e-dildaam sayyaad kaa lachhaa hai tirii taano.n kaa
Ameer Minai
Kalaam
daam-e-ziist me.n karataa rahaa dil me.n pinhaa.nkhul gayaa phir na miraa bhed chhupaa mere ba.ad