SEARCH RESULTS
Showing search results for "निगाह"
Kalaam MATCHES FOR "निगाह"
Kalaam
nahii.n nigaah me.n manzil to justujuu hii sahiinahii.n visaal mayassar to aarzuu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Kalaam
saaqii kii har nigaah pe bal khaa ke pii gayaalahro.n se kheltaa hu.aa lahraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Kalaam
tirii nigaah kii sar-mastiyo.n kaa kyaa kahnaaki mujh Gariib ko vahshii banaa ke chho.D diyaa
Aazam Chishti
Kalaam
umiid-vaar hai.n har samt aashiqo.n ke girohtirii nigaah ko allaah dil-navaaz kare
Hasrat Mohani
Kalaam
use KHabar hii nahii.n kitnii baar uTThii haimerii nigaah-e-mohabbat se kyuu.n hisaab kiyaa
Shah Taqi Raaz Barelvi
Kalaam
teraa nigaah-e-shauq ko.ii raaz-daa.n na thaaaa.nkho.n ko varna jalva-e-jaanaa.n kahaa.n na thaa
Fani Badayuni
Kalaam
jalva ko.ii nigaah me.n baatil nahii.n rahaaab imtiyaaz-e-laila-o-mahmil nahii.n rahaa
Seemab Akbarabadi
Kalaam
mai.n jis nigaah pe dono.n jahaa.n vaar aayaause na merii mohabbat pe e'tibaar aayaa
Aazam Chishti
Kalaam
qazaa bhii sadqe hotii hai nigaah-e-tiir qaatil ke‘shahaadat’ sar kaTaane ke liye tayyaar kaisii hai
Unknown
Kalaam
nigaah vaale na kuchh paa.nv sar ko dekhte hai.nvo tarz-e-diida-e-ii.n nazar ko dekhte hai.n
Imdad Ali Ulvi
Kalaam
nigaah-e-mast se ye kyaa pilaa diyaa tuu nerago.n me.n shor-e-anal-haq uThaa diyaa tuu ne
Shah Alimullah Safi
Kalaam
qazaa bhii sadqe hotii hai nigaah-e-tez qaatil keshahaadat sar kaTaane ke liye tayyaar kaisii hai
Qatil Ajmeri
Kalaam
pa.Dii nigaah tujhii par tamaam mahfil me.nnigaah-e-husn miraa intiKHaab dekh liyaa