SEARCH RESULTS
Showing search results for "राहत-ए-वस्ल"
Kalaam MATCHES FOR "राहत-ए-वस्ल"
Kalaam
takliif-e-hijr de ga.ii raahat kabhii-kabhiibadlaa hai yuu.n bhii rang-e-mohabbat kabhii-kabhii
Unknown
Kalaam
aarzuu-e-vasl-e-jaanaa.n me.n sahar hone lagiizindagii maanind-e-sham.a muKHtasar hone lagii
Ghulam Moinuddin Gilani
Kalaam
vasl haasil hai magar hai Gam-e-hijraa.n ab takjam.a saamaan hai par dil hai pareshaa.n ab tak
Ameer Minai
Kalaam
ho vasl kii shab yaa shab-e-furqat nahii.n jaatiijaatii nahii.n be-taabii-e-ulfat nahii.n jaatii
Sufi Tabassum
Kalaam
Unknown
Kalaam
'ishq kii badaulat hii dil se dil ko raahat haikyaa kare.n shikaayat ham tum se jab mohabbat hai
Qaisar Ratnagirvi
Kalaam
Abdul Hadi Kavish
Kalaam
vasl-o-firaaq-e-yaar kaa qissa 'ajiib haijitnaa mai.n us se duur vo utnaa qariib hai
Muhammad Samie
Kalaam
Kamil Shattari
Kalaam
maqaam-e-vasl me.n be-taab huu.n qaraar nahii.nta.Dap rahaa huu.n kisii kaa bhii intizaar nahii.n
Amanat Ali Nizami
Kalaam
vasl kaa paiGaam le mujh tak ajal aane ko haijaan istiqbaal-e-jaanaa.n ke liye jaane ko hai
Watan Hyderabadi
Kalaam
vasl hai par dil me.n ab tak zauq-e-Gam pechiida haibulbula hai ain dariyaa me.n magar nam-diida hai
Aasi Ghazipuri
Kalaam
Ameer Minai
Kalaam
rashk-e-barq-e-tuur sham-e'-mahfil-e-jaanaana haimaah-e-nau TuuTaa hu.aa is bazm kaa paimaana hai
Saeed Lakhnavi
Kalaam
ai fitrat-e-aavaara ai jalva-e-harjaa.iikyaa ilm me.n hai tere meraa Gam-e-tanhaa.ii
Seemab Akbarabadi
Kalaam
ai fitna-e-har-mahfil ai mahshar-e-tanhaa.iile phir tiraa naam aayaa le phir tirii yaad aa.ii
Maikash Akbarabadi
Kalaam
asiir-e-halqa-e-gesuu-e-yaar ham bhii hai.nkisii ke tiir-e-nazar ke shikaar ham bhii hai.n
Shah Aiyub Abdali
Kalaam
galiim-e-baKHt-e-sayyah-e-saaya-daar rakhte hai.nyahii bisaat me.n ham KHaaksaar rakhte hai.n
Khwaja Meer Dard
Kalaam
azm-e-fariyād! unheñ ai dil-e-nāshād nahīñmaslak-e-ahl-e-vafā zabt hai fariyād nahīñ