SEARCH RESULTS
Showing search results for "शब-ए-महताब"
Kalaam MATCHES FOR "शब-ए-महताब"
Kalaam
baam par na.nge na aa.o tum shab-e-mahtaab me.nchaa.ndnii pa.D jaa.egii melaa badan ho jaa.egaa
Unknown
Kalaam
ho vasl kii shab yaa shab-e-furqat nahii.n jaatiijaatii nahii.n be-taabii-e-ulfat nahii.n jaatii
Sufi Tabassum
Kalaam
gar na andoh-e-shab-e-furqat bayaa.n ho jaa.egaabe-takalluf daaG-e-mah mohr-e-dahaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Kalaam
shab-e-firaaq kii yaaro ko.ii sahar bhii haihamaare haal kii un ko ko.ii KHabar bhii hai
Unknown
Kalaam
apne havaas me.n shab-e-Gam kab hayaat haiai dard-e-hijr tuu hii bataa kitnii raat hai
Firaq Gorakhpuri
Kalaam
biimaar-e-shab-e-Gam kii allaah re tavaanaa.iiik huuk uThii dil se aur arsh ko chhuu aa.ii
Mahirul Qadri
Kalaam
Maikash Akbarabadi
Kalaam
Aarzu Lakhnavi
Kalaam
dikhtaa hai shab-o-roz tamaasha mere dil me.nkaa'ba mere dil me.n hai kaliisaa mere dil me.n
Shah Siddique Saudagar
Kalaam
Qamar Jalalvi
Kalaam
rashk-e-barq-e-tuur sham-e'-mahfil-e-jaanaana haimaah-e-nau TuuTaa hu.aa is bazm kaa paimaana hai
Saeed Lakhnavi
Kalaam
ai fitrat-e-aavaara ai jalva-e-harjaa.iikyaa ilm me.n hai tere meraa Gam-e-tanhaa.ii
Seemab Akbarabadi
Kalaam
ai fitna-e-har-mahfil ai mahshar-e-tanhaa.iile phir tiraa naam aayaa le phir tirii yaad aa.ii
Maikash Akbarabadi
Kalaam
asiir-e-halqa-e-gesuu-e-yaar ham bhii hai.nkisii ke tiir-e-nazar ke shikaar ham bhii hai.n
Shah Aiyub Abdali
Kalaam
galiim-e-baKHt-e-sayyah-e-saaya-daar rakhte hai.nyahii bisaat me.n ham KHaaksaar rakhte hai.n
Khwaja Meer Dard
Kalaam
azm-e-fariyād! unheñ ai dil-e-nāshād nahīñmaslak-e-ahl-e-vafā zabt hai fariyād nahīñ